У нас вы можете посмотреть бесплатно Causes of Male Infertility || पुरुषो में बांझपन или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
#MaleInfertility #MaleFertilitySymptoms #MaleFertilityCauses Aaj bhi India mai bahut logo ko ye lagta hai ki banjhpan jise hum infertility kehte hai vo sirf mahilao mai paya jane vala disease hai par aisa nahi hai jaise jaise purusho mai banjpan (Male Infertility) ke Issues badh rahe hai, ab log jagruk hona shuru hue hai. To aaj ki video mai hum jaanenge ki kya hai male infertility or no sperm production, ye purusho mai hone vaali ek aisi bimaari hai jisme purush 1 saal ya usse zyada samay se yoan sambandh banane ke baad bhi mahila ko garbhdharan karne mai asafal hota hai use hum purusho mai hone vala banjhpan (infertility issues in men) kehte hai. Male Infertility ke kayi karan hote h (causes of male infertility) kuch biological and environmental hote hai to kuch hamare lifestyle mai chupe hote hai jinpe agar dhyaan diya jaae to vo kaafi had tak kam kiye jaa sakte jisme cigarette or alcohol ka sevan, motapa (overweight) jaise karan shamil hai. Male infertility ke kyi biological karan bhi hote hai jaise ki “varicocele” is bimari mai testicles ki nason mai sujan aa jati hai, varicocele purusho mai banjhpan ka ek gambhir or mukhya karan hai. Or Jisme Azoospermia, Oligospermia, Genetic disorders, Malformed sperm, Hormonal disorders, shaamil hai. Subscribe to our channel for more videos and get an answer to your queries: http://bit.ly/Subscribe_1mg Connect with us on:- To consult a specialist doctor http://bit.ly/2PwD6QA Facebook: / 1mgofficial Visit our website at https://bit.ly/2Zvv7JX