У нас вы можете посмотреть бесплатно Agar Teri Nawazish Ho Jaaye / Gul Bahar 1954 / Talat Mahmood или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Lyrics of Agar Teri Nawazish Ho Jaaye - अगर तेरी नवाजिश हो जाए agar teri nawazish ho jaaye agar tera ishara ho jaaye har mauj sahara de jaaye tufan kinara ho jaaye agar teri nawazish ho jaaye tum hamse jafaye karte ho or hum ye duaye dete hai tum hamse jafaye karte ho or hum ye duaye dete hai jo hal hamara hai ek din wo hal tumhara hoga agar teri nawazish ho jaaye hum ishq ke maare dunia me itni si tamanna rakhte hai hum ishq ke maare dunia me itni si tamanna rakhte hai daman jo tumhara hath aaye jina ka sahara ho jaaye agar teri nawazish ho jaaye parda jo hata do chehre se veerane gulista ban jaaye parda jo hata do chehre se veerane gulista ban jaaye jalwa jo dikha do to roshan kismat ka sitara ho jaaye agar teri nawazish ho jaaye agar tera ishara ho jaaye har mauj sahara de jaaye tufan kinara ho jaaye agar teri nawazish ho jaaye For more songs visit http://iseriesindia.com