У нас вы можете посмотреть бесплатно Jammu to Amritsar Complete Trip | Shiv Khori, Golden Temple, Wagah Border или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Mata Vaishno Devi ke pavitra darshan ke baad, agle din humne Jammu ke prasiddh mandiron ke darshan kiye. Iske baad hum Shiv Khori gaye, jahan ka anubhav sach me bahut hi adbhut aur shant tha. 💫 Shiv Khori ke baad hum Aap Shambu Devi Mandir aur Katra ke kuch aur mandiron ke darshan ke liye nikle. Raat 11 baje humari bus thi Amritsar ke liye. Khana kha kar hum safar par nikal pade. Subah 5 baje hum Amritsar pahunche. 2 ghante aaram karne ke baad hum ready hue aur Golden Temple ke darshan ke liye gaye. Sach kahu toh Golden Temple jana mera bachpan ka sapna tha, jo is trip me poora ho gaya. 🙏✨ Shaam ko hum Wagah Border gaye aur retreat ceremony dekhi — yeh mera pehla experience tha aur bahut hi garv aur jazbaat se bhara hua. 🇮🇳 Iske baad humne local market ghoomi aur next day subah 7 baje ki train se ghar ke liye nikal gaye. Agar aapko devotional + travel vlogs pasand hain, toh video ko Like, Share aur Subscribe zaroor karein. 💛