У нас вы можете посмотреть бесплатно The SHOCKING Truth About Veer Savarkar's Legacy или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Welcome to Day 2 of Vande Bharat Series! Aaj hum baat kar rahe hain Vinayak Damodar Savarkar ki – Maharashtra ke ek aise freedom fighter jo jitne daring the, utne hi controversial bhi. 👉 Savarkar ne banwaya ek aisa mandir jahan Dalit aur har varg ke log bina bhed-bhav ke pooja kar sake. 👉 21 saal ki umar mein banayi ‘Abhinav Bharat Society’. 👉 London mein Free India Society ke zariye azaadi ki awaaz ko global platform diya. 👉 ‘The Indian War of Independence’ likh kar 1857 ki Kranti ko pehli baar ‘Freedom Struggle’ kaha. 👉 Aur jab France ke samundar mein jahaz se kud kar azaadi ki koshish ki, tabhi unhe 50 saal ka ‘Kala Pani’ ki bhayanak saza mili. Savarkar sirf ek vyakti nahi, ek chapter hain – jise samajhna zaroori hai! 📌 Follow this 29-day journey with us in Vande Bharat Series, jahan hum 29 states ke freedom fighters ki kahaniyaan aap tak laayenge. #VeerSavarkar #Maharashtra #VandeBharat #FreedomFighter #IndianHistory #KalaPani #IndependenceStruggle"