У нас вы можете посмотреть бесплатно Mughal Aur Maratha Ka Sabse Bada Muqabla | Shivaji vs Aurangzeb [part2] или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Mughal Aur Maratha Ka Sabse Bada Muqabla | Shivaji vs Aurangzeb [part2] Chhatrapati Shivaji aur Badshah Aurangzeb do azeem shakhsiyat do mukhtalif ideologies aur do taqatwar riyasatein Ye kahani hai unke be misaal takraav ki jo Bharat ki tareekh ka ek aham hissa hai Is video me aap dekhenge kaise Shivaji Maharaj ne apni azadi aur swabhimaan ke liye ladai ki aur kaise Aurangzeb ne apni hukumat ko mazid mazboot banane ki koshish ki Is puri kahani ka Othentic reference hai yeh jisme se puri script ko ready kiya gaya hai 📖 Maasir-i-Alamgiri (Saqi Mustad Khan) – Aurangzeb ke apne zamanay ka likha gaya tareekhi dastavez, jismein uske darbaar ka zikr hai. 📖 Shivaji and His Times (Jadunath Sarkar) – Is kitaab mein likha hai ke Shivaji ko darbaar ke kone mein rakha gaya, jo uski beizzati ka sabab bana. 📖 The Mughal Empire (Irfan Habib) – Yeh kitaab batati hai ke Aurangzeb ne Shivaji ko barabar ka muqaam nahi diya, jisse Shivaji ke andar Mughalon ke khilaf baghawat aur barh gayi. 📖 Sabhāsad Bakhar (Krishnaji Anant Sabhasad) – Is kitaab ke mutabiq, Shivaji mithaiyon ki tokriyon mein chhup ke Agra se bhaaga tha. 📖 Shivaji: The Grand Rebel (Dennis Kincaid) – Yeh confirm karti hai ke Mughal sipahi in tokriyon ko check nahi karte the, kyunki yeh sadqa aur khairat samjhi jati thi. 📖 A Short History of Aurangzeb (Jadunath Sarkar) – Yeh likhta hai ke Shivaji ki yeh farar ek mastermind plan tha, jisse Mughal hukumat hil gayi. 📖 Maratha Chronicles (J.N. Nanda) – Yeh kitaab likhti hai ke Shivaji ke baad, Sambhaji ne Mughalon ke khilaf sabse zyada sangeen jung ladi. 📖 Aurangzeb: The Man and the Myth (Audrey Truschke) – Yeh kitaab batati hai ke Aurangzeb ka Dakkan mission 27 saal tak chala, aur usne apni sari taqat isi ladayi mein laga di. 📖 The Fall of the Mughal Empire (Jadunath Sarkar) – Yeh likhti hai ke Sambhaji ek taqatwar ladne wala tha, lekin uski jung Mughal fauj ke samne aakhir mein kamzor padh gayi. 📖 Shivaji: Hindu King in Islamic India (James Laine) – Yeh likhti hai ke Sambhaji ki giraftari ek Mughal guptchar ki wajah se hui. 📖 Maratha History (Gordon Stewart) – Yeh kitaab confirm karti hai ke Aurangzeb ne Sambhaji se Mughal hukumat ko tasleem karne ko kaha, lekin usne is baat se inkaar kar diya. 📖 Mughal and Maratha Conflicts (Satish Chandra) – Yeh likhta hai ke Sambhaji ki shahadat ke baad bhi Maratha ladte rahe, jisse Mughal shakti dheere dheere kamzor hoti gayi. 📖 Maasir-i-Alamgiri (Saqi Mustad Khan) – Yeh likhta hai ke Aurangzeb ne 27 saal Dakkan ki jung ladhi, lekin Maratha azaadi ko poori tarah khatam nahi kar saka. 📖 The Mughal World: Life in India's Last Golden Age (Abraham Eraly) – Yeh kitaab likhti hai ke Aurangzeb ka inteqal hone ke baad, Mughal Saltanat dheere dheere tootne lagi. 📖 The New Cambridge History of India (John F. Richards) – Yeh likhta hai ke Aurangzeb ki maut ke baad Mughal empire ke andar firaq aur kamzori barhti gayi. #shivajivsaurangzeb #shivajimaharaj #aurangzebalamgir #mughalempire #marathawarrior #indianhistory #cinematicstorytelling #historicalbattles #aurangzebvsshivaji #shivajithegreat #mughalvsmaratha #islamichistory #bharatkaveerputra #deshbhakti