У нас вы можете посмотреть бесплатно Jannat Dar e Ghazi (ع) Se - جنّت درِ غازی سے | Gesu e Zainab New Salam 2022 | Muharram 1444/2022 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
In this video, she is reciting Salam LYRICS: Jannat Dar-E-Ghazi Se Ziyada To Nahin, Ae Ishq Ye Nuksaan Ka Souda To Nahin Hai.. Kis Dar Pe Qataaron Me Khade Hain Ye Farishte, Jibreel Ye Abbas Ka Rouza To Nahin Hai.. Kya Mashk E Sakina Me Utha Le Gaye Abbas, Saahil Pe Faqat Rait Hai Dariya To Nahin Hai.. Kat Kat Ke Gira Jata Hai Kyon Shaam Ka Lashkar, Ghazi Ne Abhi Dekha Hai Mara To Nahin Hai.. Firaun Na Ban Ab Bhi Madad Le-Le Jali Se, Tu Doob Raha Hai Abhi Dooba To Nahin Hai.. Maahe Bani -Haashim Najad Aata Nahin Tujhko, Tu Aql Ke Andhe Kahin Andha To Nahin Hai.. Aapas Me Ye Dar-Dar Ke Layin Poochh Rahe The, Abbas Ka Ladne Ka Iraada To Nahin Hai.. Har Saal Meri Maa Yehi Kahti Rahi Mujhse, Maatam Abhi Zanjeer Ka Waisa To Nahin Hai.. Abbas Ne Seene Se Lagaya Hai Tujhe Hurr, Ab Aur Koi Dil Me Tamanna To Nahin Nahin.. Moosa Badi Oonchaayi Pe Hai Toor Tumhara, Lekin Dar-E-Abbas Se Ooncha To Nahin Hai.. Aata Hai Ye Jab Ghar Me To Uth Jaate Hain Sajjad, Ye Hazrate Abbas Ka Beta To Nahin Hai.. Jo Bhool Gaya Hurmat-E-Abbas Ko Sajjad, Koi Mera Apna Bhi Agar Tha To Nahin Hai.. Facebook: https://www.facebook.com/labbaikyaZai... Instagram: https://instagram.com/gesuzainab?igsh... YouTube: / gesuchannelofficial #gesuchannel #salam #یا_حُسین #muharram2022 #soz #marsiya #muharram #Gesuezainab #karbala #imamhussain #karbalaatruepath @gesuchannelofficial