У нас вы можете посмотреть бесплатно Dr Amir Rizvi Nohay 2020 | Paindabad Ae Karbala | Noha 2020 | Ali Rizvi (Sachay Bhai) | Karbala Noha или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Bism e Rab Ya Hussain (as) - Muharram | Arbaeen 2020 Dr Amir Rizvi Nohay 2020 | Paindabad Ae Karbala | Noha 2020 | Ali Rizvi (Sachay Bhai) | Karbala Noha New Noha on the Occasion of Holy Month of Muharam By Dr Amir Rizvi Video Details! Kalam Title | Paindabad Karbala Recited By | Dr Amir Rizvi Poetry By | Mujahid Lucknavi Tribute to the Legend Ali Rizvi (Sachay Bhai) Chorus By | Rajab Ali Khan , Amanat Ali Khan , Ghulam Abbas Video Editing | Tna Production (Ali Arman) Cover Design By | Yawer Abbas Damani (Yad Graphics) Audio Recorded & Master/Mixing | ODS Studio Album | 2020 / 1442H Islamic Date Today | Muharram 2020 #Nohay2020 #DrAmirRizviNoha2020 #PaindabadAeKarbala ----------------------------------------------------------------------------- Follow US On Our Social Media Channels: Also Follow Our Other Social media Channels :- YOUTUBE : / dramirrizvi FACEBOOK PAGE : / dramirizvi INSTAGRAM : / amirrizvii OFFICIAL WEBSITE :https://www.dramirrizvi.com ----------------------------------------------------------------------------- ● ● N O H A L Y R I C S ● ● ●Paindabad aye karbala zindabad ●Mil ker teri khaak chehron per 72 jab uthe Lashkar e aada ko hebat se pasine agaye Khench ker talwar nikle jab Ali ke ladle Rona dala nakhoot e batil ko qadmon ke tale ●Mand parta jaraha tha deen ka jab aftab Le ke anghrai tere zaron se utha inqelab Agaya medan mai phir Fatima ka mehtab Khench ki bara ker yazeediyat ke chehre se niqab ●Teri yaad ayi idhar ankhon mai ansu agaye Kese kese phool teri khaak per murjha gaye Marte marte bhi jahan zulm ko dehla gaye Ya Ali keh ker hazaron pe 72 chah gaye ●Hath mai le ker alamdar Hussaini ka nishan Bara rahay hain teri janib karwan dar karwan Aql e insani ko pehle hoto lene do jawan Aik din jhuk jaiga khud tere qadmon per jahan ●Rasta iman ka aur deen haq ka chor ker Aal aur quran ki wabastaqi ko tor ker Teri arz e pak se jaiga jo mun mor ker Kiya milega us ko phir kaabe se rishta jor ker ●Jab asar kerti nahi beemar ko koi dawa Akraba mayoos hojate hain ker ke har dua Kaam aese waqt aati hai teri khaak e shifak Keh ke us dam palata hai farishta moat ka ●Aik sar manga tha sarwar ne bahatar sar diye Qasim o Abbas o Akber aur Ali asghar diye suno nishani se liye saman kiya kiya de diye Godh mai sheh ne teri kitne sitare bhar diye ●Sarwar konain ke sadqe mai izzat mil gayi Meesam o qambar ne jo payi wo qismat mil gayi Tere daman mai mujahid ko jo turbat mil gayi Chahye phir aur kiya marte hee jannat mil gayi --------------------------- Copyright strictly prohibited