У нас вы можете посмотреть бесплатно Nohay 2022 | Lash E Ali Asghar | Sayem Azmi Nohay 2022 | Noha Shahadat Ali Asghar | New Noha 2022 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Nohay 2022 | Lash E Ali Asghar | Sayem Azmi Nohay 2022 | Noha Shahadat Ali Asghar 2022 | New Noha 2022 #newnoha2022 #sayemazmi #nohay2022 #noha2022 #aliasgharnoha #azadari_chitora #muharram2022 #2022nohay #sayemazminohay Title - Lash E Ali Asghar Se Aati Hai Sada Amma | Noha 1444/2022 Related - Noha Shahadat Hazrat Ali Asghar (as) Reciter - Syed Sayem Azmi Poetry - Raqim Nowganvi Audio - HDS 14 (Muzaffarnagar) Edit by - Zahid Ali Video & Production - @AzadariChittora Lyrics:- Lashe Ali Asgar se aati hai sada amma Jalti ret par mera lasha hai pada amma (1) Kaisi sham ye aayi khakh ka bichauna hai Aap ki kaha godi ab isi pe Sona hai Raat ho gayi ran me din bhi dhal gaya amma (2) Kya batau kis tarah Shah ne nikala tha Haye navake zalim teen bhal wala tha Jis se chid gaya mera nanha sa gala amma (3) Nusrate imamat me teer halk pe khaya Mai bhi shere haider hun muskura ke batlaya Kam agayi mere aap ki dua amma (4) Yaad apki mujhko har ghadi rulayegi Mujhko aise aalam me neend kaise aayegi Tap rahi hai shiddat se rete karbala amma (5) Kon mujhpe us lamha rahm khane wala tha Jis ghadi mera lasha qabr se nikala tha Yaad us ghadi maine aap ko kiya amma (6) Kaise zapt kr pati sakht marhala hota Gham se haal kya jane us ghadi hua hota Aap dekh leti jo teer me gala amma (7) Teer khake mai goya maile takkalum tha Mere khusk hotho par fath ka tabbasum tha Tha zamen par taari ek zalzala amma (8) Kaise aale Ahmed me tashnagi ka manzar tha Sheer aap ka amma kab mujhe mayassar tha Teen roz tak mai bhi tashnalab raha amma (9) Hamko raqimo sayem Aaj bhi ye lagta hai Jaise koi maqtal se ye sadaye deta hai Intezar karta hai tera ladla amma Lashe Ali Asgar se aati hai sada amma Jalti ret par mera lasha hai pada amma ⚫Social Media:- Subscribe : https://goo.gl/mf9Pi4 Want to chat? Hit me up on social media! Instagram: / azadarichittora Facebook: / azadarichittora