У нас вы можете посмотреть бесплатно Soz-o-Salam Shahadat Hazrat Ali Akbar a.s. (With Lyrics) или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
ll بِسمِ اللہِ الرَّحمٰنِ الرَّحِيم ll ALLAAHUMALA’AN QATALATAL HUSAYN (ع) WA AWLAADIHEE WA AS’HAABIHEE Soz-o-Salam: Jatey Huwe Galay Na Miloge Hussain Se ● Shahadat Hazrat Ali Akbar a.s. - Muharram 9th 2025 ● Recited By: Br. Asad-Ali ● Videography By: Br. Zia Ali Haider ● ImamBargah ISIA Edmonton, Canada. -------------------------------------------------------------------- On the arrival of Muharram 1447AH, many condolences to Prophet Muhammad (ص), Bibi Fatima Zahra (س), and especially to Imam e Zamana (ع). Labbaik Ya HUSSAIN a.s. #yahussain a.s. #hayeakbar #yaabbas #yaabbasalamdar #yaabbasع #azadar110 #subscribe ☆ Subscribe to the Channel to receive Video Updates: / @azadar110 ☆ Follow/Like Our Facebook Page As well https://www.facebook.com/Azadar110Mon... Show Your Support! Iltemas-e-Dua ================================== ☆● LYRICS ●☆ Jo haal dil ka hai na sunoge hussain se Jaate huwe galay na miloge hussain se (1) tum ja rahe ho chalti hai seene pe barchiyan kiss tarha jaane doon tumhein naizo ke darmiyan aaye na zakhm chand se seene pe meri jaan jaane pidar, dua bhi na logay hussain se Jaate hue galay na.... (2) jaate ho jao tumko, magar ye rahe khayal seene ke saamne se na, hargis hatay ye dhaal naiza koi kaleje pe aaye na mere laal tum haale dil bhi keh na sakoge hussain se Jaate hue galay na.... (3) tanha ho tum yahan to, wahan laakhon ashqiyya pyasi tumhare khoon ki, hai baniye jafa ek shor hai ke aata hai humshakle Mustufa ay chand, badliyon may chupoge hussain se Jaate hue galay na.... (4) Khaimey ka parda uthta hai, girta hai baar baar kiss terha aaye maa ko, phupi ko teri qaraar chaukhat pe baithi Sughra bhi karti hai intezaar hum khat me kya likhein na kahoge hussain se Jaate hue galay na.... (5) tum apne saath baap ki beenayi le chale quwwat kamar ki pehle hi Abbas le gaye beta ghareeb baap bhala kiss tarha jiye tum bhi nigahein phair chaloge Hussain se Jaate hue galay na.... (6) seena pisar ka choom ke Shabbir ro diye Akbar pukare yun mere, baba na roiye aata hoo laut kar abhi Khaime may jaaiye kyun keh rahe ho mil na sakoge Hussain se Jaate hue galay na.... (7) barchi jigar pe khake, jo Akbar guzar gaye Sheh kehte thay Samar yehi laashe jawan se tum bhi pidar se jaate ho ay laal rooth ke seene se kya na uthke lagoge Hussain ke Jaate hue galay na miloge hussain se ============================= ☆ ● Related Searches ● ☆ ● MATAMDARI 2025 ● MUHARRAM 2025 ● NEW NOHA ● NEW SALAM ● AZADAR110 ● NOHAY 2025 ● YA HUSSAIN a.s. ● MATAM ● SALAM ● SOZ-O-SALAM ● MARSIYA ● Ya Hussain a.s. ● Ya Abbas a.s. ● Ya Sajjad a.s. ● Abbas e Alamdar ● Qaidi Imam ● Bazaar e Shaam