У нас вы можете посмотреть бесплатно Kaho To Laut Jate Hein | Rj Zia Anjum @ FM101 Lahore | Urdu Hindi Poetry или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Poet: Kashif Naveed Presenter: Rj Zia Anjum | / xia.anjum Program "Shab Gup" @ FM 101 Lahore, Radio (A Channel of Radio Pakistan) ----------------- کہو تو لوٹ جاتے ہیں Kaho To Laut Jate Hain Abhi To Baat Lamhon Tak Hai, Saalon Tak Nahi Aai Abhi Muskanoon Ki Nobat Bhi, Naalon Tak Nahi Aai Abhi To Koi Majbori, Khayaloon Tak Nahi Aai Abhi To Gard Peroon Tak He. Baalon Tak Nahi Aai Kaho To Laut Jate Hain Chalo Ek Faisla Karne Shajar Ki Aut Jate Hain Abhi Kajil Ki Dori, Surkh Galon Tak Nahi Aai Zubaan Datoon Talak Hai Zehr Piyaalon Tak Naheen Aai Ibhi To Mushk-E-Kustori Ghazaloon Tak Nahin Aai Ibhi Rodad-E-Be-Unwaa'n Humaray Darmian Hai, Duniyan Waaloon Tak Nahin Aai Kaho To Lout Jatan Han Chalo Ik Faisla Krnay Shajar Ki Our Jatey Hain Abhi Nazdeek Hein Ghar Aur Manzil Door Hai Apni Mubada Naar Ho Jayay, Ye Hasti Noor Hai Apni Kaho To Lout Jatay Han Chalo Ik Faisla Krnay Shajar Ki Our Jatey Hain. Ye Rasta Piyar Ka Rasta, Rasan Ka Daar Ka Rasta, Bohat Dushwar Hai Jaana K Is Rastay Ka Her Zarra Bhi Ik Kohsar He Jana. Kaho To Lout Jatay Han Mere Baray Na Kuch Socho Mujhay Tay Karna Ata He Rasan Ka Daar Ka Rasta Ye Aasaiboon Bhara Rasta Ye Andhi Ghaar Ka Rasta Tumhary Gaisoowun Ki Chaoon Mil Jayay To Suraj Se Ulajhna Baat He Kia He Utha Lo Apna Saya To Meri Ouqat Hi Kia He Tumhara Narm O Nazuk Hath Ho Gr Mere Haathon Me To Me Samjho Ga Jasay Do Jahan Hain Meri Muthi Me Tumhara Kurb Ho To Mushkilein Kafoor Ho JaYein Ye Andhay Or Kalay Rastay Pur Noor Ho JaYain. Mujhe Maloom Hei Itna Keh Dayem Zindagi Posheeda Hai In Char Kadmoon Mai Bohat Si Rahatain Muzmir Hain In Dushwar Rastoon Main Meray Baray Na Kuch Socho Tum Apni Baat Batlaoo Kahoo To Chaltay Rahtay Han… Kahoo To Lout Jatay Han……