У нас вы можете посмотреть бесплатно Zindagi Maut Na Ban Jaye | Sonu Nigam | Roop Kumar R | Aamir Khan | Sarfarosh | Patriotic Hindi Song или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Enjoy this patriotic song from movie Sarfarosh (1999)starring Aamir Khan, Sonali Bendre & Naseeruddin Shah !! Stay updated with latest videos from Tips Music, Subscribe on below link https://bit.ly/TipsOfficial Song Credits: Singer(s): Roop Kumar Rathod, Sonu Nigam Music Director: Jatin - Lalit Lyricist: Israr Ansari Movie Cast & Crew: Producer: John Mathew Matthan Director: John Mathew Matthan Cast: Aamir Khan, Sonali Bendre, Naseeruddin Shah #zindagimautnabanjaye #patrioticsong #sarfaroshmovie Song Lyrics : Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Kho raha chaain-o-aman Kho raha chaain-o-aman Aa, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Kho raha chaain-o-aman Kho raha chaain-o-aman Aa, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa Dil mein jalaa lo yaaron, yaaron..yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron… Ek taraf pyaar hai, chaahat hai, wafadari hai Ek taraf desh mein, desh mein Ek taraf desh mein, dhoka hai, gaddari hai Bastiyaan saahmi hui, saahmaa chaman saara hai Gam mein kyoon dooba hua aaj sabh nazara hai Aag pani ki jaga abh jo barsayege Leh lahate huey sabh khet jhulas jaayenge, Jaayenge jaayenge Kho raha chaain-o-aman Kho raha chaain-o-aman Aa, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Haan, kho raha chaain-o-aman Kho raha chaain-o-aman Haan, mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa dil mein jalaa lo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron… Chand sikko ke liye, tum na karo kaam bura Na karo kaam bura, na karo kaam bura Na karo kaam bura Na karo kaam bura Har burayi ka sadaa, hota hai anjaam bura Har burayi ka hai bas, Anjaam bura, anjaam bura Anjaam bura, anjaam bura Anjaam bura, anjaam bura Jurm waalon ki kahan, Umar badi hai yaaron..yaaron In ki raahon mein sadaa, Maut khadi hai yaaron..yaaron Zulm karne se sadaa, zulm hi haasil hoga Jo na sach baat kahey, woh koi buzdil hoga Sarfaroshon ne lahoo de ke jise seencha hai Aise gulshan ko ujad ne se bachaalo yaaron Sarfaroshi ki shamaa Dil mein jalaa lo yaaron, yaaron..yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Kho raha chain-o-amar Kho raha chaain-o-aman Mushkilon mein hai watan Mushkilon mein hai watan Sarfaroshi ki shamaa Dil mein jalaa lo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron Zindagi maut na ban jaye sambhalo yaaron… Zindagi Maut Na Ban Jaaye | Patriotic Hindi Song | Sonu Nigam | Roop Kumar Rathod | Sarfarosh Movie