У нас вы можете посмотреть бесплатно Spiritual Serenity: Dua of salar sikandar by Peer-e-Kamil | Wajid Shaikh или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Experience the profound spiritual serenity with "Salar Ki Dua" recited by Peer-e-Kamil featuring Recited by : Wajid shaikh / iwajidshaikh Allow yourself to be transported to a place of inner peace and tranquility as you listen to this heartfelt invocation. Peer-e-Kamil's soulful rendition, accompanied by Wajid Shaikh's mesmerizing voice, creates a truly uplifting and spiritual experience. Let the divine essence of "Salar Ki Dua" soothe your soul and awaken your spirit. Embrace the power of prayer and embark on a journey of inner reflection and peace. Tune in now to discover the transformative beauty of this sacred recitation. Mein Nabi Hota to Nabiyon Jesi Dua kerta, Magar mein to aam Bashar hun or Gunah-Gaar Bashar! Meri khawahishat, Meri Arzuain.. sab aam hain! Yahan kharay ho ker kabhi koi kisi Aurat k liye nai Roya hoga! Meri zilat or Pasti ki is se ziada inteha kya ho gi k mein yahan khara... Haram paak may khara, aik Aurat k liye Girgira raha hun! Aagar mujha naa apnay dil pe Ikhtiyar hai naa apnay Ansuon per! yeh mein nai tha jis ne us Aurat ko apnay dil may jagah di, yeh tu nay kiya! kyun meray dil mai us aurat k liye itni muhabbat daal di k mein teray samnay khara bhi usko yaad ker raha hun? kyun mujhy is qadar baybus ker dia k mujhy apnay wujood per bhi koi Ikhtiyaar nai raha? Mein wo Bashar hun jisay tu ne In tamam kamzoriyon k sath banaya! Mein wo bashar hun jisay teray Siwa koi Raasta dhikhanay wala nahi or wo Aurat ... wo meri zindagi k her raastay pay khari hai! Mujhay kahin jaanay kahin pohonchnay nahi de rahi yaa to uski Muhabbat ko is tarah meray dil se nikaal de k mujhay kabhi uska khayal tak naa aye, ya phir usay mjhe day de! Woh nahin milay gi to mein saari zindagi us k liye rota rahun gah! wo mil jaye gi to teray ilawa mein kisi k liye ansu nahi baha sakun gah! Meray ansuon ko khalis honay day! Mein yahan khara tujh say Paak Auraton may say aik ko mangta hun! Mein Imama Hashim ko mangta hun.. Mein apni Nasal k liye us Aurat ko maangta hun jis nay aap k Paighambar (S.A.W) ki muhabbat mai kisi ko shareek nai kia! jis nay un k liye apni zindagi ki tamam Asae'shaat ko chor dia! Ager meine apni zindagi may kbhi koi Naiki ki hai, to mujhay us k iwiz Imama Hashim da da! Tu chahay to yeh ab bhi ho skta hai! ab bhi mumkin hai! Mujhay is Azmae'sh se nikaal da.. Meri zindagi ko asaan ker da.. Aath saal se mein jis takleef may hun, mujhay is se Rihaee day de. Salaar Sikandar per aik baar phir Reham ker, wohi jo teri sifaat may Afzal Tareen hai..