У нас вы можете посмотреть бесплатно Hum intezar karenge tera quayamat tak-mohammed rafi/bahu Begum/gaane ke bol/evergreen song или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
song-hum intezar karenge tera quayamat tak singer-mohammed rafi movie-bahu begun release-1967 director-m.sadiq lyrics-sahir Ludhianvi music-roshan https://teraboxapp.com/s/1LY4F9sJzzTu... lyrics english Hum intezaar karenge Hum intezaar karenge tera qayaamat tak Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye Hum intezaar karenge Bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye Bhatakte phirte hai hum aap apni laash liye Yehi junoon yehi vehshat ho Yehi junoon yehi vehshat ho aur tu aaye Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye Hum intezaar karenge Naa denge hum tujhe ilzaam bewafaai ka Magar geela to karenge teri judaai ka Tere khilaaf shikaayat ho Tere khilaaf shikaayat ho aur tu aaye Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye Hum intezaar karenge Yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge Tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge Humara aalam-e-rukhsat ho Humara aalam-e-rukhsat ho aur tu aaye Khuda kare ke qayaamat ho aur tu aaye Hum intezaar karenge