У нас вы можете посмотреть бесплатно Hazrat Ayub (AS) Ki Aazmaish Aur Unki Biwi Ki Wafadari | Quranic Story | Muslim Matters TV или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Hazrat Ayub (AS) Ki Biwi Ka Waqia | Story of Hazrat Ayub | Seerat-e-Ayub A.S | Muslim Matters TV Hazrat Ayub (AS) sabr aur shukr ka behtareen namoona hain. Allah ne unko bohot si aazmaishon mein dala, magar unka imaan kabhi nahi dagmagaaya. Magar kya aap jaante hain ke is sabar bhari kahani mein unki biwi ka kya kirdar tha? Hazrat Ayub (AS) ek waqt duniya ke sabse ameer aur sehatmand shakhs thay, magar phir Allah ne unko bimari aur muflisi mein daal diya. Jab sab unka saath chor gaye, unki biwi ne wafadari aur sabar ka azeem sabq diya. Is Video Mein Aap Jaan Sakein Ge: ✅ Hazrat Ayub (AS) ki aazmaish aur sabr ki kahani ✅ Unki biwi ka wafadari aur Allah ki taraf se bada inam ✅ Sabr aur shukr ka asal maqam kya hai? Allah ne Hazrat Ayub (AS) ka sabr dekh kar unki bimari door ki, unko phir se dolat di, aur unki biwi ko izzat di. Yeh kahani har musalman ke liye sabar, tawakkul aur Allah par bharose ka sabse bara sabaq hai. Agar aap bhi is imaan afroz kahani ko samajhna chahte hain, to yeh video zaroor dekhein! Muslim Matters TV aapko Quran o Sunnat ki roshni mein asal maloomat faraham karega. 📢 Like, Share & Subscribe 💖 🔔 Bell Icon Dabayein Taake Aapko Naye Islamic Updates Milti Rahein #HazratAyubAS #StoryOfAyubAS #SabrAurShukr #SeeratEAyub #IslamicStories #QuranicWisdom #IslamicTeachings #MuslimMattersTV #AyubKiBiwi #QuranAurSunnat