У нас вы можете посмотреть бесплатно Ehsas E Kamtari Ka Ilaj 7 Asool In Urdu | Ehsas Kamtari Ka Ilaj In Hindi | Dur-E-Umeed или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
#ehsasekamtarikailaj #ehsasekamtarikyahai #ehsaasekamtari Insan ki zindage men kuch aesay waqiat ronuma hotay hain, jo hamare zindage par intihae manfi asar dalte hen aor hm ahsas kmtre ka shikar ho jatay hain. yeh ahsas hamain andar he andar demak ke tarah kha kr khokhla kar deta hay. ies video mein hum Ehsas E Kamtari Ka Ilaj 5 Asool batain gaye. Ehsas Kamtari Ka Ilaj In Hindi. hum apnay bachon ki kamyabi par hosla afzae aur sataish nahin karty aor islah kay nam pr hamesha nukta chine aor bala wajha tanqeed ki barmar kartay hen aor unke khamioun ka mawazna dosray satheon kay sath krtay hain. jis ki wajha say un kay zehan mein har waqat manfe khayalat gardish kartay rehty hain. ies tarha kay tarz e amal ki wajha say hamare nojwan nasal aahista aahista ahsasِ kamtare ka shikar ho kr khud ko nikama aor bay kar bna rhe hay . ahsas kamtare kay shikar log buhat saray mansobay banatay hain aor kam kay waqat par bahanay aor andeshon main shikar ho kr mansobon par amal nahin krtay. yeh log kabhi shakal kay aaitbar say, kabhi dimaghi salahiat kay aaitbar sai, kabhi shakhsiat kay aaitbar say, kisi na kisi surat main aihsas kamtar e ka shikar rehtay hain aor khud ko dosron say kam tar samajty hain ishi wajha say ye hamesha tazabzub ka shikar rehtay hain yad rakhein aihsas kamtari ka shikar insan kabhi kisi manzil par nahin pohanch skta. agar aap bi ais tarha kay halat say guzar rahy hain to maus mat houn. aaye khud ko badltay hain. aap ko jagna hoga aor ye kam us waqat tak mumkin nahin jab tak aap ais ka aihad nahin kar leity keon ky sotay ko jagana aasan hy magar jagtay ko jagana buhat mushkil kam hay. Aakhsas e kamtare say chutkara panay kay leye jin chezon par tawajo dene ke zarurat hay un men say chand aik yeh hain. Jo ap ko buhat ziada faida dein gy Tarbiat Ka Anokha Nirala Tarika | Anokhi Tarbiat | Dur-E-Umeed • Tarbiat Ka Anokha Nirala Tarika | Anokhi T... Kamyab ho Jaoge | Sirf Aik Kam Karo | Dur-E-Umeed • Kamyab ho Jaoge | Sirf Aik Kam Karo | Dur-... Manzil Tak Pohanchny Mein | Kitna Waqat Lagega | Dur-E-Umeed • Manzil Tak Pohanchny Mein | Kitna Waqat La... Wapas Nahi Aayega | Dur-E-Umeed • Wapas Nahi Aayega | Dur-E-Umeed Koshish Karne Walon Ki Haar Nahi Hoti | Namumkin Kuch Bi Nai | Dur-E-Umeed • Koshish Karne Walon Ki Haar Nahi Hoti | Na... Faisla Aap ka | Hum Kaya Karein | Dur-E-Umeed • Faisla Aap ka | Hum Kaya Karein | Dur-E-U... Bus Hum Ikathe Nahi Reh Sakte | yaqeen | Dur-E-Umeed • Bus Hum Ikathe Nahi Reh Sakte | Believe on... Ehsas E Kamtari Ka Ilaj 7 Asool In Urdu| How To Overcome Inferiority Complex In Hindi | Dur-E-Umeed • Ehsas E Kamtari Ka Ilaj 7 Asool In Urdu | ... Agar Ye Aadat Ap Mein Moojod Hain Tu Kamyab Nai Ho Sakty | Habits Behind The Failure | Dur-E-Umeed • Agar Ye Aadat Ap Mein Moojod Hain Tu Kamya... Yaqeen Ki Taqat | The Power Of Belief | Dur-E-Umeed • Yaqeen Ki Taqat | The Power Of Belief | Du... Zindagi mein khush kaise rahe | Khush rehne ka tarika | Dur-E-Umeed Official • Zindagi mein khush kaise rahe | Khush rehn...