У нас вы можете посмотреть бесплатно Balaghat Ka Sach – Vikas Ya Dhoka? | Madhya Pradesh Ka Sabse Ignored District или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Balaghat… ek aisa zila jahan nature ne sab kuch diya – jungle, khanij aur khoobsurti, par development abhi bhi adhoora hai. Yahan ke log garibi, berojgari, palayan aur health problems se joojh rahe hain. Sadke kharab, hospital me suvidha nahi, aur bachche padhai ke liye doosre shahron me jaane ko majboor hain. Iss video me hum baat karenge – 👉 Balaghat ko kya milna chahiye tha aur kya mila? 👉 Kyun ye zila aaj bhi pichhada hua hai? 👉 Tourism, tribal culture aur handcraft hone ke bawajood yahan vikas ruk kyun gaya? Balaghat ke logon ki ye awaaz hai – jo system ne suna nahi, par ab duniya sunegi. Agar aap Balaghat se hain ya apne sheher ka sach jaanna chahte hain, to ye video aapke dil ko zaroor chhoo lega ❤️ #BalaghatKaSach #BalaghatVikas #MadhyaPradesh #BalaghatDocumentary #BalaghatIgnoredDistrict ---