У нас вы можете посмотреть бесплатно Om Jai Jagdish Hare - Mahendra Kapoor - Brij Bushan - Shyama Chittar - Purab Aur Paschim [1970] или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Purab Aur Paschim [1970] Stars Manoj Kumar, Saira Banu, Ashok Kumar, Pran and Prem Chopra. Produced and directed by Manoj Kumar.The music is by Kalyanji Anandji. Movie: Purab Aur Paschim Singer : Mahendra Kapoor, Brij Bushan, Shyama Chittar Music : Kalyanji Anandji. Label : Saregama India Limited Year : 1970 For more updates Follow us on Facebook: / saregama For More Latest Videos log on & subscribe to our main channel / saregamaindia Follow us on Twitter: / saregamaindia Lyrics - om bhur bhuvah swah tatsa vitoor varenyam bhargo devasya dhimahe dhiyoyona prachodayaat om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat kshan mein door kare, om jai jagdish hare jo dhyaave phal paave dukh bin se man ka swami dukh bin se man ka sukh sampati ghar aave, sukh sampati ghar aave kasht mite tan ka, om jai jagdish hare maat pitaah tum mere sharan padu mai kiski swami sharan padu main kiski tum bin aur na duja, prabhu bin aur na duja aas karu mai kiski, om jai jagdish hare tum puran parmaatama, tum antariyaami swami tum antariyaami par brahm parmeshvar, par brahm parmeshvar tum sabke swami, om jai jagdish hare tum karuna ke saagar, tum paalan karta swami tum paalan karta main moorakh khalkaami, mai sevak tum swami kripa karo bharta, om jai jagdish hare om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat kshan mei door kare, om jai jagdish hare vishay vikaar mitaao, paap haro deva swami paap haro deva shraddha bhakti badhao,shraddha bhakti badhao santan ki seva, om jai jagdish hare tan man dhan sab hai tera, swami sab kuch hai tera swami sab kuch hai tera tera tujhko arpan, tera tujhko arpan kya lage mera, om jai jagdish hare om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat kshan mei door kare, om jai jagdish hare om jai jagdish hare, swami jai jagdish hare bhakt jano ke sankat, daas jano ke sankat kshan mein door kare, om jai jagdish hare