У нас вы можете посмотреть бесплатно Ayam e Fatmiya Noha 2023 | Ya zahra Madar Jaan | Mohammad Ali Moshi Baltistani | Bibi Fatema Noha или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Bismillah... Mohammad Ali Moshi | 1st Noha Ayam e Fatmiya 1444-2022 #yazahra #ayamefatmiya2023 #Mohammad Ali Moshi “YA ZAHRA MADAAR JAAN” Mohammad Ali Moshi Baltistani ☆ Official YouTube Channel Subscribe : https://bit.ly/3jP48So ------------------------------------------- Kalam | YA ZAHRA MADAAR JAAN Recited By | Mohammad Ali Moshi Baltistani Poetry | Janab Nayaab Hallauri Composition | Ahmed Raza Nasiri Audio Vocals | Akill Records ( Dsm) Audio Mix & Master | ODS Karachi Video | ZAP (DSM) Translation | Banda e Khuda Creatives | SHUJAGFX --------------------------------------------- Lyrics: Laashe pe Sayyada ke Zainab ka marsiya hai, Tum ja rahi ho amma ab zindagi me kya hai. Zahra Zahra madar jaan x3 1-Reh reh ke chal rahe hain dil par ghamo'n ke khanjar, is kamsini me hamko chhoda hai tumne kis par, Baba ka haal bhi to behaal ho chuka hai Tum ja rahi ho amma....... Zahra Zahra madar jaan x3 2- Pehle to haaye sar se Nana ka uth'tha saya, Duniya se kar liya hai ab tumne bhi kanara, is ghar me kuch dino se ik gham ka silsila hai. Tum ja rahi ho amma...... Zahra Zahra madar jaan x3 3- Jab se suna hai humne toota hua tha pehlu, Ek pal ke waaste bhi thamte nahi ye aansu, Takleef ka musalsal ehsaas ho raha hai. Tum ja rahi ho amma...... Zahra Zahra madar jaan x3 4-Kab tak rahenge aakhir hum zulm ki ghutan me, koi nahi sahara itne bade watan me, Afsos apna ghar bhi pardes lag raha hai. Tum ja rahi ho amma...... Zahra Zahra madar jaan x3 5-istarha ro rahe hain amma hamare bhai, Darr hai na maar daale unko ghame judaai, Mushkilkusha ke ghar me mushkil ka marhala hai. Tum ja rahi ho amma...... Zahra Zahra madar jaan x3 6- Kya aur isse badh kar hogi bhala qayamat, Nauha kuna hai Amma Quraa'n ki Ayat Ayat, Sakte me innama hai ghamgeen Hal'ata hai. Tum ja rahi ho amma...... Zahra Zahra madar jaan x3 7- Aane na paye'n dushman is fikr me hain baba, taarikiya'n badhe'n to lekar chale'n Janaza, "Nayab" kaisa tohfa ummat ne ye diya hai. Tum ja rahi ho amma...... Zahra Zahra madar jaan x3