У нас вы можете посмотреть бесплатно Aa Alamdar Haye Alamdar | Haider Raza - 2023 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
10 Muharram 2023/1445 Nauha- Aa Alamdar Haye Alamdar Reciter- Haider Raza 8 Moharram 1445/2023 Bada Imambada - Bhanauli Sadat Lyrics (Aa Alamdar Haaye Alamdar) Karte the roro ke ye Hazrat bayan Tor Gaye Meri Kamar Bhai Jaan (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Roti he Khaimey main Sakina s.a wahan Sotey ho Abbas a.s a.s Zamin par yahaa (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Aray lash uthaye ga kon (Sher e Jawaan margaya) Arey Qabr banaye ga kon (Sher e Jawaan margaya) Arey Humko Sambhale ga kon (Sher e Jawaan margaya) Toro na Gurbat me Meri Aas Uthho Utho Hussain a.s Aaya hai Abbas a.s a.s Uthho Rota hai Mazloom Ba sad yaas uthho Utho bas ab Ghar me Chalo Bhai Jaan (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Aray kon Khabar le Meri (Sher e Jawaan margaya) Haye Meri Bekasi (Sher e Jawaan margaya) Chalti he Dil par Chhuri (Sher e Jawaan margaya) Kya huwa Saqa e Sakina s.a ko Aah Kisne kiya Mera Bhara Ghar Tabah Kya huwi Abbas a.s Biradar ki Chaah Ab Gaieen wo Pyaar ki Baatain kahan (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Aray Mar gaya Akbar a.s Pisar (Sher e Jawaan margaya) Thaam lo meri kamar (Sher e Jawaan margaya) Aray lut gaya bakas ka gar (Sher e Jawaan margaya) Quwat e Bazu Mera kya ho gaya Zinat e Pehlu Mera kya ho gaya Aashiq e Dil Ju Mera kya ho gaya Kya huwa Afsos Mera Qadar dan (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Aray Dhoom hai Khaimey main wa’han (Sher e Jawaan margaya) Karti he Zainab s.a Fuga’an (Sher e Jawaan margaya) Aray kise karu Main Bayan (Sher e Jawaan margaya) Hath se khoya Dil e Ghamkhwar ko Pau’n Kahan Apne Alamdar ko Gheri huwi Khanjar-e khoon khar ko Jald Galey Par ho Mere Ab Rawa’n (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Aray ab koi Chara nahi (Sher e Jawaan margaya) Aray Zeest Gawara nahi (Sher e Jawaan margaya) Aray koi Hamara nahi (Sher e Jawaan margaya) Maah e Bani Hashimi wala nahi Rukh Mere Mehru ka Ujala nahi Haaye mera Chahney wala nahi Nazro’n mai Tareek hai Sara Jahan (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Aray lash uthaye ga kon (Sher e Jawaan margaya) Arey Qabr banaye ga kon (Sher e Jawaan margaya) Arey Humko Sambhale ga kon (Sher e Jawaan margaya) Toro na Gurbat me Meri Aas Uthho Utho Hussain a.s Aaya hai Abbas a.s a.s Uthho Rota hai Mazloom Ba sad yaas uthho Utho bas ab Ghar me Chalo Bhai Jaan (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Aray Aankho’n ka Tara Mera (Sher e Jawaan margaya) Aray Chand ka Tukra Mera (Sher e Jawaan margaya) Are Ghar ka Ujala Mera (Sher e Jawaan margaya) Rooh e Ali a.s Jaan-e-Nabbi s.a.w.w Alvida Ashiq o Shedai Akhi Alvida Laasha-e Abbas a.s e Ali a.s Alvida Aate hain ab Ham Bhi Chalo Bhai Jaan (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Karte the roro ke ye Hazrat bayan Tor Gaye Meri Kamar Bhai Jaan (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 Roti he Khaimey main Sakina s.a wahan Sotey ho Abbas a.s a.s Zamin par yahaa (Aa Alamdar haye Alamdar) x3 See less Access:- Aa Alamdar Haye Alamdar Nauha Nadeem Sarwar Haider Raza Bhanauli New Noha Bhanauli Sadat Azadari Bhanauli Anjuman Sipahe Hussaini Moharram 2023 Noha Hazrat Abbas Nadeem Sarwar Zuhair Qain ►Social Media:- Subscribe : / azadaribhanauli Want to chat? Hit me up on social media! Instagram: / iamrizvi Facebook: / bhanaulisadat