У нас вы можете посмотреть бесплатно PATHAK - Adhuri Kahani | Prod. by ABS (Official Lyric Video) или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Stream - PATHAK - Adhuri Kahani | Prod. by ABS LINK- https://open.spotify.com/album/4eUjfl... FOLLOW ON Instagram: / paathakkk Audio Credits: Artist: PATHAK Lyrics: PATHAK Produced by: ABS Mixed and Mastered by: ABS Video Credits: Artwork by: PATHAK Visualizer by: PATHAK Edited by: PATHAK LYRICS- Galion mein ghuma waha Jahan ghume the sang, ab adhuri kahin hai Tute in kachon pe kiski nazar, ye to chubhte hain, dard dawa nahi hai Ab to hai aadat si mujhko, jo kismat mein mere likha wahi paunga Aur teri mehak mein bhula doon, par kaise in kapdon se mehak mitaunga Tu chanchal hawa si, tu bahti kahan gayi Na dikhti shehar mein, na dikhti wahan bhi Jahan ka pata sirf tumhe hi pata tha Jahan hi hawa mein hai khushboo wafa ki Ye raatein, ye masoom nadi ka kinara, ye tere aage saara pheeka nazara Hai tere bina dil ko kiska sahara Tere bina kya main reh nahi paaunga Koshish karta hoon, bhool hi jaaunga Chaand jaisa tera mukhda tha na goori, uske daag tere dil mein hi paaunga Ab main tujhse kuch nahi chahta hoon Tujhse mohabbat ek galti batata hoon Khud ko tujhe bhoolna sikhata hoon Teri di hui wo ab ghadi nahi baandhta hoon Photo baaki teri hide kar di maine, delete bhi kar dunga himmat jaga raha hoon Lekin baat saali, sach to ye hai ki ae dil hai mushkil, tujhe bhool nahi paa raha hoon Teri meri prem kahani ka fata panna mere paas bakaya hai Ye jaanne ke baad tere maine tujhko Mitane mein arsa lagaya hai Tujhko dua doon ki jaane ke baad tere Khud ko phir se uthaya hai Kalam ne kala sikhayi Ab kalam mashooka aur kalam khudaya hai Haan farebi bhaaye bohot Dil lagana hai galti, sazaaye maut Meri khushiyon mein shaamil the aaye bohot Abhi zakhm par marham lagaye kaun Milte aksar hain mujhko wo dost purane Kya zakhm bhare, ab bataye kaun Mere aansu na nikle, main dard chupata hoon Dard mein gale lagaye kaun Galion mein ghuma wahi Jahan ghume the sang, ab adhuri kahin hai Tute in kachon pe kiski nazar, ye to chubhte hain, dard dawa nahi hai Ab to hai aadat si mujhko, jo kismat mein mere likha wahi paunga Aur teri mehak mein bhula doon, par kaise in kapdon se mehak mitaunga