У нас вы можете посмотреть бесплатно If You Want Peace, Cut These People Off |کم لوگوں کے ساتھ بڑی زندگی или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Agar aap apni zindagi mein sukoon, self-respect aur mental peace chahte hain, to kuch logon ko apni life se door karna bohat zaroori hai. Har rishta nibhana zaroori nahi hota, khaas taur par jab koi aap ki boundaries cross kare, aap ki izzat na kare aur aap ki energy drain kare. Is video mein hum baat karte hain un logon ki jo manipulative hotay hain, jo hamesha khud ko sahi samajhtay hain aur jo har waqt doosron ko judge kartay rehtay hain. Quran aur zindagi ke tajurbe humein sikhatay hain ke kab khamoshi aur doori hi behtareen faisla hoti hai. Is ke sath sath, is video mein minimalism ka concept bhi samjhaya gaya hai — kam cheezon aur kam logon ke sath zindagi guzarna, jo Sunnat-e-Rasool ﷺ hai. Jab mission bara hota hai to cheezain aur log khud chhotay ho jatay hain. Is video ko end tak zaroor dekhein aur sochain: kya waqai har shakhs ko apni zindagi mein jagah deni chahiye? Agar video pasand aaye to like karein, share karein aur channel ko subscribe zaroor karein taake aisi aur meaningful videos aap tak pohanchti rahen. 📹 All video footages used in this video are taken from CapCut Library 🎵 Background music is also selected from the Youtube music library 🎙️ Voice-over : Tariq Ali #urdu #motivation #toxicpeople #mentalpeace #innerpeace #lifelessons #selfgrowth #boundaries #selfrespect #motivationalvideo #lifemotivation #islamicmotivation #letgo #quranquotes #simpleliving