У нас вы можете посмотреть бесплатно Yeh kya ho rahaa hai gali mein 🤨🤨 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Bhai daily vlog banaya poore din ki routine bataayi hai bhai aaj gali mein jagaran tha mumma vahaa pe gaye hue the gali jagmag jagmag ho rahi tui 😍😍 Bhai aaj bhai ka bhi india mein last day hai toh kal voh jaa rahe hain australia vapis unki packing chal rahi thi toh mood thoda emotional bhi tha yaar 🥲🥲 Paisa har jagaha bann sakta hai yr butvfamily se rehna bohot badaa struggle hai bhai ne apna system Australia mein krr rakhaa hai toh vih india nahi rehte jyada time vahii rehte hain agar india rahenge toh sara kuchh 0 se start krna padega baaki bhai mai koshish karr rahaa hu ke mera hee kaam itna settle hojaaye india mein ke bhai ko mai india hee rakh sakuuu 😇😇 Thoda emotional vlog tha bhai aaj 😅 baaki hai mazedaar dekhna zroor bhai ❤️❤️