У нас вы можете посмотреть бесплатно 292 Acre DSGMC Land ka Hissa Jahan Bana Tha Guru Teg Bahadur Ji Ke Naam Par School Aaj hai Khandhar или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
📍 Bighar Village, Fatehabad (Haryana) – DSGMC ke under aane wali 292 acre zameen ka ek pavitra hissa jahan Sarna Ji ne jab wo DSGMC ke President the, Guru Teg Bahadur Ji ke naam par ek school shuru kiya tha, aaj wo jagah band padhi hai, barbaad ho chuki hai. 🎓 School ka aim tha: 📚 Gav ke bachchon ko Sikh values ke saath quality education dena 🏫 Aur aage chal kar ek management college bhi banana. ❌ Lekin aaj us jagah sirf sunpan aur jungal ug chuka hai — aur log DSGMC ki mojooda committee ko zimmedar bata rahe hain. 🔴 Kal jab Sarna Ji ki team Bighar pahunchi, 👉 Wahaan ki local sangat ne apna dard saaf-saaf bayan kiya. ⚡ Sangat ke kehne par Sarna Ji ne school mein zabardasti pravesh kiya, andar ke halat dekhe aur ek sapne ko bikharte dekha. 🎤 Delhi Dialogues ki team bhi ground par pahunchi, 💬 Local logon se unki feelings suni, unka sach record kiya. ⸻ 🛑 Yeh sirf school nahi, yeh Guru ki Seva ka sapna tha – jo aaj rajneeti ki bhent chadh gaya hai! 📢 Aapki ek share se ho sakta hai kisi bachche ka bhavishya bach jaye. 🙏 Video dekhein, comment karein, DSGMC se jawab maangein. ⸻ 🔗 #BigharSchool #DSGMCTruth #SarnaJi #SikhHeritage #GuruTegBahadurJi #DelhiDialogues #SaveSikhEducation