У нас вы можете посмотреть бесплатно Karachi halwa 2000 rs wala halwa banaya 200 mein или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Karachi halwa banane ke liye Maine sabse pahle do Cup sugar mein panch kab Pani Dala aur use ek tar ki chasni banaa Li FIR Maine use chasni mein ek chammach vinegar Dala taki sugar syrup crystallize Na Ho uske bad Maine usmein Kaun starch aur ka ghol Dala Maine ek bowl corn starch aur do boil water ka ghol banaya tha ise humne sugar syrup mein Dala ise banane se pahle Maine half sugar syrup ko dusre bartan mein nikal liya tha aur half mein Maine cornstarch ka ghol dala hai jab phool acchi tarah Se mix Ho jaaye to Thoda Thoda karke sugar syrup use per milenge aur use jab tak pura sugar syrup mix Na Ho jaaye tab tak use chalate rahenge yah kam hamen Lo to medium flame per karna hai hamen flame ko high nahin hona chahie jab sugar syrup mix Ho jaaye to hamen 100 gram ghi usmein ek ek chammach karke dalna hai aur ghol ko chalate rahana Hai jab acchi tarah Se bhi usmein mix Ho jaaye to Ham ismein char Boond orange colour ka dalenge aur sare dry fruits dalenge sare mixture aur tab tak chalate rahenge jab tak ki ghi kadhai na chhod De FIR use mixture ko Ham dusre bartan mein crash karke ghi se Girish karke usmein dalenge aur 1 ghante ke liye use Thanda hone denge jab Thanda Ho jaaye mixture to use square shape mein katenge aur FIR sarv karenge hamara Karachi halwa ready hai aap ise sab Ko khilayen Karachi halwa | halwa for beginners | Bombay style Karachi halwa | Karachi halwa for beginners | dry fruit halwa | Bombay halwa | Sarita Dubey kitchen