У нас вы можете посмотреть бесплатно Kisan Ka Dard Kaun Samjhega? 🥺 | our Farming Loss Story или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Doston, aaj ka din mere liye bahut hi mushkil bhara raha. Subah jab meri aankh khuli aur main apne Mushroom farm gaya, to dekha ki zyada thand (extreme cold) ki vajah se saari mushroom ki fasal kharab ho chuki thi. Dil toot gaya par himmat karke munh-hath dhoya, nashta kiya aur nikal gaya khet ki taraf. Socha tha ki aaj Dhaan ki katai (Paddy Harvesting) sukoon se ho jayegi, lekin kismat ko kuch aur hi manzoor tha. Khet pahunchte hi Harvester machine bhi kharab ho gayi. Ek taraf mausam ki maar aur dusri taraf machine ki dhokha-dhari. Ek kisan ka dard wahi samajh sakta hai jo mitti se juda ho. Video ko end tak dekhiye aur bataiye ki kya aapke saath bhi kabhi aisa hua hai? Please suscribe my channel 🙃 Pleaselike share my video #FarmingVlog #KisanKaDard #MushroomFarming #PaddyHarvesting #HarvesterFailure #VillageLife #AgricultureIndia #DailyVlog