У нас вы можете посмотреть бесплатно Jokhay, Shareh, Talha Anjum, Talhah Yunus - Bandish (lyrics) или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Jokhay, Shareh, Talha Anjum, Talhah Yunus - Bandish (lyrics) .......... Lyrics: [Verse 1: Shareh] 20 saal phansa 9 to 5 ke jail mein Chakki peesi, ye samjhe bachho ka khel hai Aiming high, aur upar mere goals bhi Sangat kari kam, lekin kam mere dost nahi Pareshan sab ke soche jaata main kidhar? Subah 8 jaata, raat 12 aata ghar Rishto ki door maine kaate saare dhaage Daga jo karte maine todey unse naate Yeh daastan meri par main toh koi yas nahi Saanp itne mile tabhi kaati maine aasteen Ab tank top pehna kara jaise wife beater Joey Badass, motherfucker mic eater Asal pashand, main puzzled, bassad yeh dekh ke Nazar ye logo ki qsar nahi chori thi tori thi fassal Thodi thi hustlе darasal bole yeh naqal, nikal Nickel sa shinе mera jaise Faiz likh raha ho yeh ghazal Ye sansani khez, yeh lafz barood, logo ki loot kaale kartoot Seedhi nahi, kaamyabi ke pahaad chadhne Basta hai peeche, aur mukhlis mere 4 janne Handicapped halaat, they kept me far away Khojun khushi jaro mein, taur nakaam pade Manzil saaf lekin rashta kaisa dhuwan dhuwan Aankhe nam, aansuo se bhara kuwan hua Afsurdagi, khoya hosh dhuwa khanse Ab band kalam, band aankhein, khidki se yun maazi jhanke [Chorus: Jokhay] Dil mein khuf-e-khuda aur hausle buland I’m focused on my aim, mera bus ek hi azam Duniya ek fitoor milte rahte bas jakham Kaamyabi soch ke badhata reh kadam Koi kisi ka na yahan... Kathin hai raashta jara... Bas mere saath hai Rab mera Bujhe na jalti ye samaa [Verse 2: Talha Anjum] Kalakaar badzaat nahi hota kala ki koi jaat nai Bin maa ke bade huye mere yaar toh phir kaise aayegi yaad nai Kaam bole, baat nai, wo mattha hi kya jo ho shaat nai Jo baatein main likhta hoon apne ek verse mein tujh jaise likh sakte aath nai Dafnau in saaro ko aur karun inki qabarao pe gardening Waqt ne kiya hai launde ko shakt, toh aayenge kaise ye hard nai Mere veriyaan di maa raati soyi nai Neend ki gooliyan ka asar use hoyi nai Lakht-E-jigar ki fikar mein wo royi gi Lakht-E-jigar ki qabar pe main khada Had-E-nazar tak dikhein sirf murde Aise lage jaise sirf main hi nai mara Aise lage jaise ke main Bhutto bro Sahi samjhe haan main Bhutt hoon bro Marna hai sab ne , i’m good to go Good books mein na rakhu kisi chuttu ko Sudh budh khoo baitha mein hu khud ko bro Urdu Rap and i go hand in hand Urdu rap ball toh mein foot hu Urdu rap neighbour toh main hood hu Mera Wu tang flow beta time two time lo Tera choo chein bohot, and you’re too damn slow Ek taraf tum, ek taraf YS Ab public toh hogi na bias Aur isi he baes deni chhod’di fucks jab hit kiya baees Main nahi judge but i walk in and i make all rise Alright, alright Hum he din , hum hi dawood, hum hi noise, hum hi loud Alright, alright I’m runnin’ the game you’re runnin’ your mouth Alright, alright [Verse 3: Talhah Yunus] Mera exam tha, haatho mein kalam nai chal raha dimaag ye Jo khabar mili mujhe bekhabar saare phir bhi nai ruka tha haath ye Pooche aansu maine aapne baap ke Li koi kitaab nai phir bhi jawaab de Hazir jawaab mein dard is awaaz mein Likh rahe haadshe, pairon mein kaanch the Cut throat, galle kaatein mere bol bhi Mere aage bol nai Urdu Rap pe hold jaani ghuma mai lahore bhi Mere jaise aur nahi Log kare call mujhe alag meri torr bhai Dealein karu lock, is kalakaari ka koi joor nai Sar pe zimmedaarim aaj bhi kisi verse mein jhol nai Laakho chahne waale mere beechi maine soul nai Munh boli qeematein denge hum loan nai Nai hota copy, is flow ki monopoly Banda main sau feesad asli samaji nai Pehni new jersey par main toh kadafi nai Beat pe barbaadi ab ho chuka aadi Main nai rukne wala bachpan se hi bhaagi main Ladke Karachi ke, har waqt jazbaati Hum paapi puraane, tu goli maar chaati pe Peeth peeche bharvat, ye launde Tekashi se Haath bandh pen choor meri baat maan Ghiss chhote tu, kya kar raha diss mujhe baap maan Hype dunga Karachi mein, naam lega laakh baar Ye nai Baghban, meri aankh laal, lagi aag bahir, aa ke jhank man Hum hai wo jar jis ki tu mehaz ek shaakh man Talent apna rasta khud banata, poore khwaab man Lafzon ka darya ye , doobe sahare pe Mujhko bula rahe the, patti padha rahe the Mere tajurbe ne roka, hum ja rahe the Pahle chaba rahe, hum samjhe bechare Log humse kama rahe the, hum bhi kamaane de Khuda hai gawaah, tu bara tu jaane de Jaane de, jaane de .......... #Bandish #Jokhay #Shareh #TalhaAnjum #TalhahYunus #Lyrics #KhanaBadosh