У нас вы можете посмотреть бесплатно ZAFAR E JINN (ra) | Mesum Abbas | Nohay 2018 | Jafar E Jin | Zafar Jin Karbala | Zafar Jin Noha или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
ZAFAR E JINN (ra) | Mesum Abbas | Nohay 2018 | Jafar E Jin | Zafar Jin Karbala | Zafar Jin Noha The Story of Zafar Jinn, Story of Jafar Jin, Jafar Jinn ki kahani; Zafar Jin or Waqia Karbala Intro: 0:12 Noha Title | Zafar E Jinn (ra) Recitor: Mesum Abbas 2018 - Noha 2018 Poet: Salman Azmi Research By: Mesum Abbas, Salman Azmi, Mol. Agha Mehdi Lakhnavi (Marhoom), Mir Anees, Mirza Ishq, Mol. Ali Raza Rizvi, Allama Zameer Akhtar Surah Al Jinn [72] Composed: Mesum Abbas / Raza Shah Album: Nohay 2018 - Muharram 1440 Video: Tna Production Audio: ODS - Karachi Translation: Ahmed Virani Cover Creatives: Ali Arman Baltistani Who was Zafar E Jinn (ra)? Zafar Jinn / Who was Jafar Jin Ka Waqaya ? About: #MesumAbbas #ZafarEJinn #Jinn Zafar E Jinn (ra), also known as Zaafar E Jinn or Jafar E Jin or Zafer Jinn, was a historical Islamic figure. He was a Shia Jinn, who became Shia after the famous battle of Jang E Beerul Alam in which Imam Ali (as) fought jinnat upon the orders of Prophet Muhammad (as). The date of the battle was 10th Muharram in Imam Ali's time. On the 10th of Muharram in Karbala, the leader of jinnat, Zafar-e-jin was informed by two of his servants about the battle of Karbala in the year 61 AH. He took an army of soldiers and went to Imam Hussain (as) to ask him to allow him to help against Yazid's army. In the video Zafar E Jinn (ra) narrates the events on the day of Ashura. The place where Zafir E Jinn / Jafar e jinn came, still exists today in Karbala as Maqam e Zafar e Jinn. Maqame Jafar e jin. Zafar Jin. Noha List: 1. Dil Ba Dil - • DIL BA DIL | Mesum Abbas 2018 2019 Ne... 2. Babul Hawaij Asghar - • BAB E HAWAIJ ASGHAR | Mesum Abbas 201... 3. Safar E Ishq - • SAFAR E ISHQ - سفرِ عشق | Mesum Abb... 4. Ghazi Ka Sar - • GHAZI KA SAR | Mesum Abbas 2018 Lyrics: Zafar E Jinn Ana Zafar E Jinn Zaafar E Jinn 1) Ghulam e Fatah e Beerul Alam Main Zafar Hoon Qaum e Jinnat Ka Shah e Ummam Main Zafar Hoon Khaas Mujh Per Hai Ali Ka Karam Main Zafar Hoon Aaj Rota Hoon Magar Thaam Kar Apna Jigar Dasht Main Mara Gaya Mere Aaqa Ka Pisar Hai Ye Afsos Me Mojood Raha Jaan Maula Pe Fida Karnasaka Haye Kuch Kar Na Saka… Zafar E Jinn (repeat every antra) …Suno Main Tum Ko Batata Hoon Waqaya Jo Hua …Roze Ashoor Tha Pehla Hua Tha Raaj Mera …Vo Mere Jashn Ka Din Tha Saja Tha Taaj Mera 2) Do Ghulaamon Ne Mere Aake Kaha Ae Maalik Jiske Baba Ke Sabab Taj Mila Ae Maalik Qatl Hota Hai Jo Malik He Tera Ae Malik Hogaya Hashr Bapa Taj Pairon Me Gira Apne Lashkar Ko Liye Main Chala Karbobala 3) Meri Parwaz Meri Parwaaz Hui Shehre Musayyab Pe Tamaam Mujhko Tahad-e-Nazar Aya Nazar Lashkare Shaam Main Barha Agay Ke Miljayen Mujhe Mere Imam Ruk Gaye Mere Qadam…Ruk Gaye Mere Qadam… Jahan Shabbir Ko Insanon Ne Tanha Dekha Meri Aankhon Ne Wahan Laakhon Ka Majma Dekha Ambiya Bhi They Malaaik They Ajinnah They Kharay Aisi Noorani Bashar They Ke Nazar Na Tehre Ek Jaanib The Rasool E Arabi, Ek Jaanib They Ali, Ek Jaanib Hasan ibne Ali Phir Na Aankhon Ko Mere Taab Rahi, Maine Zehra Ki Sawaari Dekhi Apni Nazron Ko Jhuka Kar Jo Hataya Peeche Nabi Adam, Nabi Musa, Nabi Haroon Dikhe Isa o Yusuf o Yaqoub Bhi Pehlu Main Mile Hud aur Lut Kahin Nuh Kahin Khizr Kaheen Zikriya Yarmiya Aur Shees O Sulaiman Bhi They Mukhtasir Ye Ke Nabi Saare Wahaan They Maujood Un Ke Peeche Thi Malaaik Ki Qataarain Maujood Farishte Gaane Jahanumm - Farishte Gaane Bahisht Israel, Israfeel, Mikael, Dardaeel Rizwan aur Maalik, Fitrus Wa Jibrael 4) Saath Shabbir Ke Maujood They Sab Aali Muqaam Maine Socha Ke Kahan Jaaye Bhala Adna Ghulam Mujhko Pehchaan Bhi Paayen Ya Nahi Mere Imam Haaye Umeed Meri Dil Me Murjhaane Lagi Ke Achanak Se Wahan Ye Sada Aane Lagi Aao Zaafar Aao Zaafar Aao Zaafar Tumhe Shabbir Ne Bulwaya He Zafar E Jinn Ana Jafar E Jin 5) Pohoncha Qadmo Me Kaha Maula Shahe Jinn o Bashar Ho Salam Aap Pe Iss Jinn Ka Shahe Jinn o Bashar Hukm Pe Aapke Hoon Fidya Shahe Jinn O Bashar Dil Mera Doob Gaya Jab Ye Maula Ne Kaha Tum Palat Jaao Agar Hone Aaye Ho Fida 6) Maine Mola Se Kaha Izn Mujhe Den Shahe Deen Bolay Shabbir Ye Jinnat Ki Hai Jung Nahi Main Ye Bola Kahan Insa’n Hen Darinde Sabhi Bolay Shabbir Ke Nana Ki Ye Ummat He Meri Inhe Tum Kuch Na Kaho, Inhe Tum Kuch Na Kaho Tum Hi Batlao Jiyoon Kaise Bhala Me Zafer Aao Dikhlaaon Tumhe Karbobala Main Zaafar Janisaaron Ke Janaaze Dekho Mere Pyaaron Ke Ye Laashe Dekho Tukre Qasim Ka Saraapa Dekho Zakhmi Akbar Ka Kaleja Dekho Kaheen Abbas Ke Baazu Kaheen Asghar Ka Gulu Run Me Bikhra He Sabhi Bani Hashim Ka Lahu 7) Dil Ko Ab Taab Nahi Phatne Laga He Ye Jigar Isse Agay Main Bayaan Karnahi Sakta Manzar Mukhtasir Ye Ke Huay Qatl Shahe Jinn O Bashar Wada Abid Se Kiya Main Hoon Masroof E Aza Jab Talak Zinda Raha Main Karoonga Girya 8) Tha Yahi Mesum o Salman Kalaam E Zaafar Karbala Main Hain Jahan Dafn Imam E Zaafar Usse Kuch Door Hai Maujood Muqaam E Zaafar Zafar E Jinn Ne Kiya Apne Waade Ko Wafa Aakhri Saans Talak Thi Labon Par Ye Sada © 2018-2019 Mesum Abbas All Rights Reserved.