У нас вы можете посмотреть бесплатно FIRAQ GORAKHPURI - Dil Ko Kai Kahani Yaad Si Aake Reh Gayin - LEHJA [Urdu Poetry Channel] или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Urdu Poetry of Raghupati Sahay Firaq Gorakhpuri Ghazal: Dil Ko Kai Kahani Yaad Si Aake Reh Gayin Recitation: Raheel Farooq دل کو کئی کہانیاں یاد سی آ کے رہ گئیں فراقؔ گورکھپوری کی اردو شاعری غزل: دل کو کئی کہانیاں یاد سی آ کے رہ گئیں شاعر: رگھو پتی سہائے فراقؔ گورکھپوری --------- Love the classics? Buy the classics! LEHJA STORE: https://teespring.com/stores/urdu Lehja opens a store on Teespring. Buy T-shirts, mugs, tote bags, phone cases and more with the classy Urdu graphics that mark Lehja. LEHJA - A CLASSIC URDU POETRY CHANNEL Lehja (لہجہ) is an Urdu literary (adabi) channel on YouTube. We present recitations of the masterpieces of Urdu poetry. Shayari of Asatiza (the greatest poets of Urdu) in the voice of Raheel Farooq with classic background music is an experience people of taste can have nowhere else. SUBSCRIBE NOW! / recitation SUPPORT US Patronize: / urdu FOLLOW US ON SOCIAL MEDIA Facebook: / urdurecitation Twitter: / urdurecitation Instagram: / urdurecitation TikTok: / urdurecitation SoundCloud: / urdurecitation Pinterest: / urdurecitation Reddit: / urdurecitation Tumblr: https://poetryrecording.com BUSINESS QUERIES Visit Urdu Business Services (our commercial Urdu language solutions - official website linked below) for professional voice over, translation and copywriting services: https://urdu.biz --------- POETRY TEXT: غزل کا اردو متن: نرم فضا کی کروٹیں دل کو دکھا کے رہ گئیں ٹھنڈی ہوائیں بھی تری یاد دلا کے رہ گئیں شام بھی تھی دھواں دھواں حسن بھی تھا اداس اداس دل کو کئی کہانیاں یاد سی آ کے رہ گئیں مجھ کو خراب کر گئیں نیم نگاہیاں تری مجھ سے حیات و موت بھی آنکھیں چرا کے رہ گئیں حسنِ نظر فریب میں کس کو کلام تھا مگر تیری ادائیں آج تو دل میں سما کے رہ گئیں تب کہیں کچھ پتا چلا صدق و خلوصِ حسن کا جب وہ نگاہیں عشق سے باتیں بنا کے رہ گئیں تیرے خرامِ ناز سے آج وہاں چمن کھلے فصلیں بہار کی جہاں خاک اڑا کے رہ گئیں پوچھ نہ ان نگاہوں کی طرفہ کرشمہ سازیاں فتنے سلا کے رہ گئیں فتنے جگا کے رہ گئیں اف یہ زمیں کی گردشیں آہ یہ غم کی ٹھوکریں یہ بھی تو بختِ خفتہ کے شانے ہلا کے رہ گئیں یاد کچھ آئیں اس طرح بھولی ہوئی کہانیاں کھوے ہوئے دلوں میں آج درد اٹھا کے رہ گئیں سازِ نشاطِ زندگی آج لرز لرز اٹھا کس کی نگاہیں عشق کا درد سنا کے رہ گئیں تم نہیں آئے اور رات رہ گئی راہ دیکھتی تاروں کی محفلیں بھی آج آنکھیں بچھا کے رہ گئیں قلب و نگاہ کی یہ عید اف یہ مآلِ قرب و دید چرخ کی گردشیں تجھے مجھ سے چھپا کے رہ گئیں پھر ہیں وہی اداسیاں پھر وہی سونی کائنات اہلِ طرب کی محفلیں رنگ جما کے رہ گئیں کون سکون دے سکا غم زدگانِ عشق کو بھیگتی راتیں بھی فراقؔ آگ لگا کے رہ گئیں Ghazal in Roman Text (Source: Rekhta) narm fazā kī karvaTeñ dil ko dukhā ke rah ga.iiñ ThanDī havā.eñ bhī tirī yaad dilā ke rah ga.iiñ shaam bhī thī dhuāñ dhuāñ husn bhī thā udaas udaas dil ko ka.ī kahāniyāñ yaad sī aa ke rah ga.iiñ mujh ko ḳharāb kar ga.iiñ nīm-nigāhiyāñ tirī mujh se hayāt o maut bhī āñkheñ churā ke rah ga.iiñ husn-e-nazar-fareb meñ kis ko kalām thā magar terī adā.eñ aaj to dil meñ samā ke rah ga.iiñ tab kahīñ kuchh pata chalā sidq-o-ḳhulūs-e-husn kā jab vo nigāheñ ishq se bāteñ banā ke rah ga.iiñ tere ḳhirām-e-nāz se aaj vahāñ chaman khile fasleñ bahār kī jahāñ ḳhaak uḌā ke rah ga.iiñ pūchh na un nigāhoñ kī turfa karishma-sāziyāñ fitne sulā ke rah ga.iiñ fitne jagā ke rah ga.iiñ uf ye zamīñ kī gardisheñ aah ye ġham kī Thokareñ ye bhī to baḳht-e-ḳhufta ke shāne hilā ke rah ga.iiñ yaad kuchh aa.iiñ is tarah bhūlī huī kahāniyāñ kho.e hue diloñ meñ aaj dard uThā ke rah ga.iiñ sāz-e-nashāt-e-zindagī aaj laraz laraz uThā kis kī nigāheñ ishq kā dard sunā ke rah ga.iiñ tum nahīñ aa.e aur raat rah ga.ī raah dekhtī tāroñ kī mahfileñ bhī aaj āñkheñ bichhā ke rah ga.iiñ qalb o nigāh kī ye iid uf ye ma.āl-e-qurb-o-dīd charḳh kī gardisheñ tujhe mujh se chhupā ke rah ga.iiñ phir haiñ vahī udāsiyāñ phir vahī suunī kā.enāt ahl-e-tarab kī mahfileñ rañg jamā ke rah ga.iiñ kaun sukūn de sakā ġham-zadagān-e-ishq ko bhīgtī rāteñ bhī 'firāq' aag lagā ke rah ga.iiñ #UrduPoetry ##FiraqGorakhpuri ##SadPoetry