У нас вы можете посмотреть бесплатно मैसूर पाक बनाने का ये तरीका और ऐसा वीडियो आपको YouTube पर किसी और चैनल पर नहीं मीलेगा или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
whatsaap link https://wa.me/916303716756 .................................... 1kg Mysore paak banane ka measurement 👉200 gm besan 👉200 gm maida . dono Ko 300 gm garam oil milakar dardara mishran tayar kare. 👉1 kg sugar or 400 gm Pani se kadak chasani banaye chasani 1 taar ki honi chahiye kadak . chasani me ubaal aate hi usme 200 gm jitna ya jitni jarurat ho utna garam oil Dale or besan or maida ka mishran bhi add kare usme or gutaliya khatam hone tak kadai me gumate rahe . Baad me har 5 minutes Baad garam oil add karte jaye Mysore Pak me jali aane tak usme garam oil add karte rahe video Ko bhi Dhyan se dekhe AAP jyada samajh aayega . yellow colour bhi add kare taki Mysore Pak acha bane Mysore Pak banana Bahut difficult hai aap video Ko Dhyan se samjh le Baad me banaye .................... dosto gharelu gas stove par Mysore Pak banana utna aasan nhi hai jitna apko lagta hai ho sake to AAP hai fleum wale stove par banaye kyuki Mysore Pak banate time ansh ek saman honi chahiye ........ Mene jo recipe likhi hai AAP us hisab se km ya jyada Matra me Bana sakte hai diwaid karke . ........................ 700 gm besan 700 gm maida ......... besan Or maida ka mishran banane ke liye 1 liter garam oil le or daradra mishran tayar kare ........... chasani.. 5kg sugar 1.5 liter pani sugar or pani ko milakar 1 taar ki chasani banaye or or ubaal aane tak pakate rahe ubaal aane ke baad flem ko medium kar le chasan ko stow se ya bhatti se niche na le chasani ko stow par hi rakhe or continue garam karte jaye ubaal aane ke baad besan or maida ko jo mishran banaya hai wo chasani me add kare or 500 gm garam oil bhi add kare or gutliya khatam hone tak ghumate rahe... ek baat ka khash dhyan rkhna aap log maisurpaak banane me bahut dhyan dena padta hai . har 5 minutes me 500 liter garam oil milate jana hai maisurpaak me garam oil milane se jalidar banta hai video ko aap dhyan se dekhoge to samjh me aa jayega. 8 liter oil milana hota hai maisurpaak banae me.. #MysorePakrecipe #howtomakemysorepak