У нас вы можете посмотреть бесплатно Sher aur khargosh ki kahani | Hindi kahani | moral stories in hindi | khargosh aur sher ki kahani | или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Sher aur khargosh ki kahani | Hindi kahani | moral stories in hindi | emotional story hindi | bedtime story hindi #sheraurkhargosh #cartoon #panchtantrastories Sher aur khargosh ki kahani Panchtantra ki ek bahut hi famous moral story hai. Yeh sher aur khargosh ke beech ki ek buddhimani bhari kahani hai jo bachchon ko bahut pasand aati hai. Ek jungle mein ek bahut hi zalim sher rehta tha. Woh rozana ek jaanwar ko maar kar kha jata tha. Sab jaanwar darr ke maare ek din milkar faisla karte hain ki roz ek janwar apne aap sher ke paas bhej diya karega, taaki baaki sab safe rahein. Ek din khargosh ki baari aati hai. Khargosh purposely is der se jaata hai. Sher gusse mein poochta hai, "Itni der kyun ki?" Khargosh bahut hi chaturai se jawab deta hai, "Raste mein ek doosra sher mila tha jo mujhe khaane ki koshish kar raha tha. Maine usse kaha ki main toh aapke liye ja raha hoon, tab woh bola ki yeh jungle ab uska hai aur woh hi raja hai." Yeh sunkar sher ko gussa aa jaata hai. Woh khargosh se kehta hai, "Mujhe uss doosre sher ke paas le chal!" Khargosh aur sher dono ek kuein (well) ke paas le jate hai. Kuein mein paani tha jisme sher ka apna reflection dikhai deta hai. Khargosh kehta hai, "Yeh dekho, woh doosra sher wahan hai." Sher apna reflection ko dekhkar samajhta hai ki wahan sach mein doosra sher hai. aur uspar zapat ne ke liye mein kud jata hai aur doob kar mar jaata hai. Is tarah chhota sa khargosh apni buddhi se bade aur takatwar sher ko maarkar jungle ko azad kar deta hai. khargosh aur sher ki kahani hindi mein bachchon ko yeh sikhati hai ki "Buddhi bal se badi hoti hai". Bade bujurg log bhi is story ko bahut pasand karte hai. Yeh sher aur khargosh ki cartoon aur animated videos mein bhi bahut popular hai. Agar aap sher aur khargosh ki kahani likhi hui ya sher aur khargosh ki drawing dekhna chahte hain, toh yeh classic Panchtantra tale hamesha inspiring lagti hai! #emotionalstory #hindishortstory #panchatantrastories #storyforkids #bacchonkikahani #animalstories #viralvideo #hearttouchingstory #hindidrama #cartoon #moralstories #hindishortstory Watch our videos on:- / @storystudiou Our other best videos:- Sher aur khargosh ki kahani- • Sher aur khargosh ki kahani | Hindi kahan... Neel aur puppy ki kahani - • sachi dosti ki kahani | emotional story hi... Your Queries:- hindi kahani, hindi Kahaniya, hindi katha, panchtantra ki kahani panchtantra ki kahaniyan panchtantra ki kahaniya panchtantra ki kahaniya in hindi panchtantra kahani moral stories in hindi hindi moral stories, adventure story hindi short story dil chhu lene wali kahani bacchon ki kahani sher aur khargosh, jatak katha, Aesop