У нас вы можете посмотреть бесплатно Producer Ke Guzar Jane Par Band Hui Ye Movie | Rafi Lata Ka Ye Bhajan Amar Ho Gaya | или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Producer Ke Guzar Jane Par Band Hui Ye Movie | Rafi Lata Ka Ye Bhajan Amar Ho Gaya | #retroshavez #mohammedrafi #latamangeshkar Retro Shavez ke yaadon ke ruhani qisse me Aaj Baat Hindi cinema ki use film ki jo ki sal 1976 mein bante bante Band Ho Gai Thi film Thi He Ram iski star cast mein the actor Shashi Kapoor sulakshana pandit Sanjiv Kumar Om Shivpuri Aur Bhi Kai sare kalakar the sath mein Mithun Chakravarti Ka Bhi Ek aham roll tha is film ka Sangeet de rahe the music director Rajesh Roshan film ke sare hi Geet likhane wale the lyric writer Anand Bakshi Anand Bakshi Ne is film mein Ek bhajan likh diya tha jisko Mohammed Rafi aur Lata Mangeshkar Ne record bhi kar liya tha film ka direction kar rahe the B R Ishara aur Isko produce kar rahe the Hiren khera.. jo ki pehle actor Raj Kapoor ke sath koi movie me as a assistant kaam kar chuke the.. Hi I am Shavez Khan please subscribe to my channel for more videos for business inquiry please contact me at [email protected]