У нас вы можете посмотреть бесплатно PAG GHUNGHROO BANDH MEERA | ALOK KATDARE | KISHORE KUMAR | NAMAK HALAL | AMITABH | BALAJI CREATORS или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
PUNEET SHARMA MUSIC Movie : Namak Halal Song: Pag Ghunghroo Bandh Meera Singer: Kishore Kumar Starcast: Amitabh Bachchan Performed by: Alok Katdare Organised by: Balaji Creators Director: Prakash Mehra Music Director: Bappi Lahiri Email: [email protected] Contact: +91-9833945636 Buzurgon ne, buzurgon ne farmaya, Ke pairon pe apne khade hoke dikhlao, Phir yeh zamana tumhara hai, Zamane ke sur-taal ke sath chalte chale jao, Phir har tarana tumhara, fasana tumhara hai, Arre to lo bhaiya hum, Apne pairon ke upar khade ho gaye, Aur mila li hai taal, Daba lega daanton tale ungliyan, liyan, Yeh jahan dekhkar, dekhkar apni chaal, Wah wah, wah wah, Dhanyawad, Ke pag ghungroo, Ke Pag ghungroo bandh meera nachi thi, Ke pag ghungroo bandh meera nachi thi, Aur hum nachein bin ghungroo ke, Ke pag ghungroo bandh meera nachi thi, Woh teer bhala kis kaam ka hai, Jo teer nishane se chooke, chooke, chooke re, Ke pag ghungroo, Pag ghungroo bandh meera nachi thi, Pag ghungroo bandh meera nachi thi, Nachi thi, nachi thi, nachi thi haan, Ke pag ghungroo bandh meera nachi thi, Hmm aap andar se kuchh aur, Baahar se kuchh aur nazar aate hain, Bakhuda shakal se to chor nazar aate hain, Umra ghuzari hai saari chori mein, Saare sukh chain band jurm ki tijori mein, Aap ka to lagta hai bas yehi sapna, Ram Ram japna paraya maal apna, Watan ka khaya namak to namak halaal bano, Farz imaan ki zinda yahan misaal bano, Paraya dhan parayi naar pe nazar mat daalo, Buri aadat hai yeh, aadat abhi badal daalo, Kyon ke!, Yeh aadat to woh aag hai jo, Ek din apna ghar phoonke, phoonke, phoonke re, Ke pag ghungroo, Pag ghungroo bandh meera nachi thi, Pag ghungroo bandh meera nachi thi, Nachi thi, nachi thi, nachi thi haan, Ke pag ghungroo bandh meera nachi thi, Mausam-e-ishq mein machle huye armaan hain hum, Dil ko lagta hai ke do jism ek jaan hain hum, Aisa lagta hai to lagne mein kuchh burai nahi, Dil yeh kehta hai aap apni hain, parayi nahi, Sangemarmar ki haye koyi moorat ho tum Badi dilkash badi khoobsurat ho tum Dil dil se milne ka koyi mahurat ho Pyase dilon ki zaroorat ho tum Dil cheer ke dikhla doon main Dil mein yehi soorat hasin Kya aapko lagta nahin hum hain mile pehle kahin Kya desh hai, kya jaat hai Kya umra hai, kya naam hai Arre chhodiye in baaton se Humko bhala kya kaam hai Aji suniye to Hum aap milein to phir ho shuru Afsaane Laila Majnu, Laila Majnu ke Ke pag ghungroo bandh meera nachi thi Aur hum nachein bin ghungroo ke Ke pag ghungroo bandh meera nachi thi Ke pag ghungroo bandh meera nachi thi x (3) Pag ghungroo bandh meera nachi thi x (2) Sampada Goswami Superhit Songs https://www.youtube.com/playlist?list... Alok Katdare Superhit Songs https://www.youtube.com/playlist?list... Mukhtar Shah Superhit Songs https://www.youtube.com/playlist?list... Shailaja Subramanian Superhit Songs https://www.youtube.com/playlist?list... Sarvesh Mishra Superhit Songs https://www.youtube.com/playlist?list... Ankita Pathak Superhit Songs https://www.youtube.com/playlist?list... #PuneetSharmaMusic #BalajiCreators