У нас вы можете посмотреть бесплатно Jab Qaum e Samood Par Allah Ka Qahar Toota 😱⚡ | Quran Ka Sab Se Daraawna Waqia | Haqeeqat Ki Awaz или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Jab Qaum e Samood Par Allah Ka Qahar Toota 😱⚡ | Quran Ka Sab Se Daraawna Waqia | Haqeeqat Ki Awaz ✅ DESCRIPTION: Is video mein aap dekhein ge Qaum e Samood ka wo khofnaak anjaam jab un par Allah ka Qahar nazil hua. Ye wo qaum thi jo apni taqat, mehlon aur patharon ke gharon par ghuroor karti thi. Allah ne unki hidayat ke liye Hazrat Saleh Alaihissalam ko bheja, lekin unhon ne Allah ka inkaar kar diya aur Allah ki nishani oonat (She Camel) ko qatal kar dala. Is ke baad jo qehar aur azab aaya, wo itna sakht tha ke poori qaum aik hi jhatkay mein tabah ho gayi. Ye waqia Quran mein bayan kiya gaya sab se daraawna waqia hai jo aaj bhi insaan ko hila kar rakh deta hai. Ye video un logon ke liye hai jo: Islamic history pasand karte hain Quran ke waqiat sunna chahte hain Allah ke azab se ibrat hasil karna chahte hain Heart touching Islamic stories dekhna chahte hain Real Islamic stories aur documentaries pasand karte hain Agar aap ko ye video pasand aaye to: Video ko LIKE karein ✅ Channel Haqeeqat Ki Awaz ko SUBSCRIBE karein 🔔 Aur is haqeeqat bhari kahani ko SHARE karein taa ke zyada log ibrat hasil kar saken۔ #QaumESamood #AllahKaQahar #QuranStory #HazratSaleh #IslamicHistory #IslamicVideo #IslamicReminder #ScaryIslamicStory #QuranWaqia #HaqeeqatKiAwaz