У нас вы можете посмотреть бесплатно "Meri Beti Se Door Raho" - Gopal Ne Arya Ko Di Warning | Mohit Ki Entry или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Tumse Tum Tak serial mein aa gaya hai ek bahut hi emotional aur shocking twist. Anu ke papa Gopal ji, Anu ke saamne ek sakht shart rakh dete hain ke agar use unki maafi chahiye toh use Doctor Mohit se shaadi karni hogi. Ek taraf Arya ki wajah se Gopal ji ki surgery safal hoti hai, jisne bina kisi ko bataye saare paise jama kar diye hote hain, aur doosri taraf Anu apne hi ghar mein galat thehrayi jaati hai. Pushpa ji Anu aur Arya ko saath dekh kar gusse mein aa jaati hain aur Anu ko zor daar thappad maar kar Arya sir se door rehne ka ultimatum de deti hain. Isi beech Doctor Mohit ke dil mein Anu ke liye ek tarfa pyaar shuru ho jaata hai, jabki Anu ka dil sirf Arya ke liye dhadakta hai. Ab sawal yeh hai ke kya Anu apne maa-baap ki khushi ke liye apne pyaar ka balidaan degi ya phir Arya ke saath apne rishte ke liye poori duniya se ladegi? Puri update jaanne ke liye video poora dekhein. tumse tum tak tumse tum tak aaj ka episode tumse tum tak new episode tumse tum tak upcoming twist anu papa shart anu doctor mohit shaadi anu arya love story anu ko thappad pushpa ji slap scene gopal ji hospital drama one sided love mohit hindi serial update indian tv serial drama daily soap emotional twist #TumseTumTak #AnuArya #DoctorMohit #HindiSerial #SerialTwist #IndianDrama #DailySoap #TVSerialUpdate