У нас вы можете посмотреть бесплатно Pokhar Mein Mila Itni Badi Komal Kaat Machli | Fish Curry Village Style | Desi Style Fish Curry или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Pokhar Mein Mila Itni Badi Komal Kaat Machli | Fish Curry Village Style | Desi Style Fish Curry About – 👇 Aaj subah jab main khet par morning walk ke liye gayi tab mujhe ek fresh machhli mil gayi Nature ka ye unexpected gift dekh kar socha kyun na isse simple aur desi tareeke se banaya jaaye. Is video mein main share kar rahi hoon gaon style machhli recipe jo banana bahut easy hai aur taste mein lajawab Agar aap village life, desi khana aur natural cooking pasand karte ho to ye video aapke liye hi hai Recipe – 👇 Machhli ko achhe se clean karke namak aur haldi laga dein. Ab pyaaz lehsun, adrak aur hari mirch ko sil-batte par ya haath se achhe se ghott lein. Sarson ka tel garam karke machhli ko halka sa fry kar lein. Ussi tel mein ghotte hue pyaaz-masale daal kar bhunein phir haldi aur thoda dhaniya powder daalein. Ab machhli daal kar slow flame par pakayein. Last mein hara dhaniya daal kar serve karein bilkul desi gaon style aur full of taste You Search 🔍 village cooking gaon style fish curry fish recipe in hindi khet mein machhli village fish recipe morning walk surprise machli kyse banaye how to make machli Thanks For Watching 🙏