Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео




Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru



Maine Pucha Hussan Se || Rare Version V.2 || Clean Audio || Ustad Nusrat Fateh Ali Khan

Title :-  Maine Pucha Hussan Se ( Complete Original Version, Rare Clean Audio ) Singer :- Ustad Nusrat Fateh Ali Khan & Party Artist :- Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Lyrics :- zubaan par jab muhammad mustafa ka naam aata hai badi taskeen hoti hai bada aaraam aata hai muhammad mustafa ka naam bhi kya isme aazam hai jahaan koi na kaam aaye wahan yeh kaam aata hai bemisl hai kya shauk tera naayi hai khaalik bhi fida khalq bhi shaidaayi hai khaalik ne muhabbat mein niraale rukh se sarkaar ke chehre ki kasam khaayi hai maine poochha husn se ke dekha hai kahin sarkaar sa haseen husn ne kaha dilbari ki kasam nahin nahin nahin waliyon se jawaab unka poochha nabiyon ne misaal unki poochhi kudsiyon ki anjuman mein maine azmat e jamaal unki dhoondhi poochha jibraaeel se ke dekha hai kahin aisa shah e naazneen bola jibraeel zaat e haq ki kasam nahin nahin nahin yun hai qayanaat mein madina jaise ho angoothhi mein nagina us gali ke zarre woh hain jinse zaufsa hai mer o maa ka seena maine poochha arsh se ke dekhi hai kaheen madine se zameen arsh ne kaha bartari ki kasam nahin nahin nahin aadmi ko aadmi banaaya falsafa hayaat ka bataaya doobte safeena e  jahan ko sahil e muraad par laagaaya maine poochha khizr se falak ho ya zameen aisa hadi hai kahin khizr ne kaha rehbari ko kadam nahin nahin nahin lab mere hazoor ke hain aise bheekh jinki laal ho yaman se narmi aur naazuki na poochha paani paani phool hain chaman ke maine poochha phool se aye bagh ke makeen dekhe aise lab kaheen phool ne kaha pankhuri ki kasam nahin nahin nahin do jahaan ke taajdaar ho par phir bhi farsh e khaak par dai dauraan poochha fakhr se ke dekha aisa shah e deen jo ho boriya nasheen poochha fakhr se ke dekha aisa shah e deen jo ho boriya nasheen fakhr ne kaha saadgi ki kasam nahin nahin nahin zulf hai mere huzoor ki ya rehmaton ki surmayin ghataayein gesuon ke pech keh rahe hain ham hi mujrimon ki hain panahein maine poochha raat se ke dekhi hai kahin aisi zulf e ambarin raat ne raab hi ki kasam nahin nahin nahin ke khusa kamaal e mustafayi jalwagar hai zaat e qibriyaayi woh dar e  huzoor hai ke 'Sajid' sajda rez hai jahan khudaayi poochha maine jab ke tune dekhi hai jabeen aisa aastaan kahin  boli yun jabeen bandagi ki kasam nahin nahin nahin Lyrics Credit :- sufilyrics.com Your Searches :- 1. Maine Pucha Hussan Se || Rare Version V.2 || Clean Audio || Ustad Nusrat Fateh Ali Khan 2. maine pucha husn se qawwali nusrat fateh ali khan 3. maine pucha husn se qawwali 4. maine pucha husn se ki dekha hai kahin 5. maine poocha husn se ke dekha hai kahin 6. maine poocha husn se ke dekha hai kahin nusrat fateh ali khan 7. maine poocha husn se ke dekha hai kahin nfak 8. nusrat fateh ali khan 9. Nusrat Fateh Ali Khan Qawwali 10. maine poocha husn se nusrat fateh ali khan sahab Subscribe For More 👇    / addictednfak   Follow On Instagram 👇   / addicted_n.f.a.k     / iammohitbhati   Thank You For Watching If you like the video then like share subscribe and press the bell icon so that you will get the first update of new video. Disclaimer - video is for educational purpose only. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for "fair use" for purposes such as criticism, comment, news reporting, teaching, scholarship, and research. Fair use is a use permitted by copyright statute that might otherwise be infringing. Non-profit, educational or personal use tips the balance in favor of fair use. #mainepuchahussanse #nusratfatehalikhan #mainepoochahussansekedekhahaikhai #qawwali #gazal #sufi #rareversion

Comments