У нас вы можете посмотреть бесплатно Day 3 | first Snowfall on My Birthday ❄️ | Mahadev’s Blessings in Madhmaheshwar 🔱 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
to Pichhle vlog Mein aapane Dekha ki meri tabiyat Kafi kharab ho gai Thi bahut kharab ho gai Thi even main so Nahin Pa raha tha lekin Vishal bhaiya Jo BSF ke Jawan Hai unhone Mujhko Apna sweater Diya sleepbag diya jisse mujhe thodi rahat mili wha ke doctor se dawai lekr aaya tab jakr thoda sahi hai khair chodo sab bdiya aage badhte hai aaj hai day 3 hum log aaj 6 bje utthkr budha madhmaheswar jaa rhe hai orr han ek baat batana bhul gya pichle raat bahut snowfall hua kaafi thand ho gyi subha hum late trek start kiya but aage aage dekho bagvan ki krapa snowfall hogya mahadev ne mujhe gift dediya aage toh ye intinary plan m gwalior se belong krta hu hum phele gye Haridwar ke liye by train ab yaha se start hota hai main itinary plan Haridwar m khahi bhi ruk rhr ho subha jldi utth kr bus lelo ukhimath ke liye jo hai 500 ki fir duphar wha pahuch jaoge khuch nasta pani krlo than ukhimath se ransi ke liye sharing taxi 150-200 ke beech than ransi se ya toh trek start krlo ni toh wahi stay krlo humne trek start krdiya jisse next day easy rahe ghondhar nikal jao waha stay kro 300 m bed mil jayega 150 food bdiya than next day subha jldi utth kr trek start krdo dupahar 2-3 bje tak pahuch jaoge waha se badiya nazare lo darshan kro or stay mil jayega agr aap group m ja rhe ho toh sasta padega vese 400-500 bed rahega and food 220 padega raat ki aarti dekho jldi utth kr budha madhmaheshwar nikal jao waha se chokhanmbha peak dekho bhai shab searg milega udhar jakr kismat aachi hue toh snowfall bhi mile jaye tha jiss jgh stay kiya tha udhar phartha khao 70 ka trek start krdo jldi seedha ransi jakr ya toh stay krlo yaa fir haridwar nikal jao same day Iss m budget aayega Haridwar to haridwar 4k kr aas paas minimum baaki har har mahadev Day 3 aur zindagi ka sabse yaadgaar din… Birthday ke din Mahadev ne barf ka tohfa de diya 🔱 -13° temperature, charo taraf safed pahad, aur saamne Madhmaheshwar Mahadev ka darshan 🙏 Yeh sirf trek nahi tha, yeh bhakti + nature + blessings ka anubhav tha. Madhmaheshwar winter mein bilkul alag hi roop mein nazar aata hai. Har kadam par thand, mushkil raste, lekin man mein sirf ek hi naam — Mahadev ❤️ Agar aap winter trek, snowfall aur spiritual vibes pasand karte ho, toh yeh vlog aapke dil ko zaroor chhoo jaayega ❄️✨ Har Har Mahadev 🔱 #snowfallinmadhmaheshwar #madhmaheshwarsnowfall #madhmaheshwarwinter #madhmaheshwarvlog #madhmaheshwartrek #snowfalltrekindia #snowfall Almost humara 5000-6000 kharch hogya if aap delhi se travel krte ho toh 4500 m ho jayega