У нас вы можете посмотреть бесплатно 💔"Ant Tak Ladai ya Ladai ka Ant? - Sacchi Kahani"💔|| Dr. Shyamal Patel ||Series-1 Health ||Ep-1.1|| или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
|| Dr. Shyamal Patel, PharmD, MS Informatics, MHA || #health #wellness #healthyliving #healthylifestyle #fitness #wellbeing #selfcare #nutrition #healthylivingforseniors #healthylifestylegoals #WedesiVsDesiStyle #wedesivsdesi Aapka swagat hai hamare is YouTube page par, jahan hum Desh aur Videsh ke lifestyle differences ke baare mein baat karenge. Yahan aapko milega authentic Desi touch ke saath, videsh ki duniya ke interesting insights, experiences, aur stories. Chaliye, milkar explore karte hain hamare rich culture, vibrant traditions, aur modern videshi zindagi ke beech ke differences ko! Join kijiye humare saath iss safar mein, aur baniye iss majedaar show kaa hissa! Main ek healthcare professional hoon, America se Doctor of Pharmacy, Healthcare Informatics aur Healthcare Administration mein Masters ke saath, 12+ saal ka academic aur pharmacy ka experience hai. Videsh mein padhai aur rehne ka experience bhi hai, jo international student life aur challenges ko samajhne mein madad karta hai. Yahan main health, padhai, aur international education se judi insights, kahaniyan, aur tips share karta hun. Join kijiye aur is journey ka hissa baniye!