У нас вы можете посмотреть бесплатно Allah Ne Qaum e Samood Ko Kyun Tabah Kiya? | قوم ثمود کا عبرت ناک انجام | Quran Stories или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Hazrat Salih AS aur قوم ثمود ki yeh kahani sirf aik purani story nahi, balki hum sab ke liye ek sakht warning hai. Allah ne unhein bohot ne’matein di, magar unhon ne na shukri, takabbur aur nafarmaani ka rasta ikhtiyar kiya… Is video mein aap jaanenge: Qoum e Samood ka asal jurm kya tha? Unhein kaun sa mo’jiza diya gaya (اونٹنی ka waqia)? Unho ne Hazrat Salih AS ki baat kyun na maani? Aur akhir Allah ka azaab un par kaise nazil hua? Aaj ke musalman ke liye is kahani mein kya sabaq छुपa hai? Ye sab kuch hum Quran ki roshni mein samjhenge, taa ke hamari imaan aur zindagi dono better ho saken. Quran Pak se: Surah Al-A’raf (7:73–79) Surah Hood (11:61–68) Surah Ash-Shu‘ara (26:141–159) Surah Al-Qamar (54:23–31) Surah Al-Hijr (15:80–84) Ahadees se: Sahih Bukhari — Kitab-ul-Anbiya, Qoum-e-Samood ka waqia Sahih Muslim — Hadith no. 2980 (Huzoor ﷺ ka Hijr se guzarna) Tafaseer: Tafseer Ibn-e-Kaseer — Surah Al-A’raf aur Surah Hood ki tafseer Tareekhi Kitabein: Tareekh-ul-Tabari — Jild 1, Qoum-e-Samood ka poora waqia Qasas-ul-Anbiya — Imam Ibn-e-Kaseer Al-Raheeq-ul-Makhtoom — Safi-ur-Rehman Mubarakpuri 🔔 Subscribe karein: Beyond Dunya — Islamic Motivation & Quran Stories #QaumESamood #Quranstories #IslamicStories #QasasUlAnbiya #HazratSalih #Allahkaazaab#islamic stories#islamic stories in urdu