У нас вы можете посмотреть бесплатно Vindhyachal Dham или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
So Guys meri tabiyat kuch thik nahi thi or mujhe aaj ki Vlog shoot bhi karni thi to subh maine aap sabhi ko greet kiya or fir Family ke sath Breakfast discussion pe humara plan bana #vindhyachaldham #vindhyachaltemple jane ka jiske liye main naha dho ke teyar hota hu or nikal jata hu Black Pearl (Meri Tata Tiago) ko lene jo ki kafi gandi ho chuki thi dhool se. Uski sfai ke baad hum nikalte hai Dham ki or jaha jate waqt humne raste ka kafi aanand liya or finaly Dham me pohochne ke baad kafi anad sa mehsoos huwa. Ek chiz main apna experience share krna chahunga, Agar aap as pas yani Varanasi, Bhadohi, Azamghar, ya Mirzapur se sate kisi place se darshan ko ja rhe ho to Mata ke liye Mala phool or Prashad ho ske to sath hi le ke jaye kyu ki Dham ke as pas ke dukan dar paise to lete hai acche acche mala phool dikha kar jo ki 150 se start krte hai or dete kya hai vo maine video me dikhaya hai. Parking ka charge Car ke liye 100 rupeey hai night stand ka additional charge hai. Rooms aap ko easily 500 se 1000 rupeey me mil jayenge lekin ye tithi ke anuras badalta rehta hai. Navratro me rooms ke rent jyada bhi ho skte hai. Ma ka dham Ganga Nadi ke tat par isthit hai jha apna ek alag hi vatavaran mehsoos hota hai. Is yatra ki puri Raw Video ki link maine niche share kiya huwa hai aap waha se puri video dekh skte hai or Humare Channel ko Subscribe krana na bhoole. • Vindhyachal Dham Full Vlog • Vindhyachal Dham Full Vlog • Vindhyachal Dham Full Vlog • Vindhyachal Dham Full Vlog