У нас вы можете посмотреть бесплатно Qaswa 7 tv news india или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
AMBERPET AZAD NAGAR | UNISON INTERNATIONAL SCHOOL Amberpet ke Azad Nagar mein waqay Unison International School ki janib se ek 1 Day Orientation Program ka ehtemaam kiya gaya. Is program ka mauzoo tha “How to Score 100 Marks in Telugu Subject”. Is khusoosi orientation program mein SSC students ne badi tadaad mein shirkat ki. School management ne bataya ke Telugu subject mein students ko behtareen results dilane ke liye Four Day Crash Course ka aghaaz kiya gaya hai. Yeh crash course Samad Sir ki rehnumai mein munqidh kiya ja raha hai. Samad Sir apne gehre tajurbe aur asaan teaching method ke liye mashhoor hain. Woh bachon ko bohot hi behtareen aur samajhne mein asaan tareeke se padhate hain. Orientation program ke dauran Samad Sir ne students ko exam pattern, important questions aur answer writing skills par wazeh rehnumai di. Samad Sir ne bataya ke sahi planning aur practice se Telugu mein 100 marks hasil karna bilkul mumkin hai. Unison International School ka maqsad sirf taleem dena hi nahi balki bachon ko behtareen mustaqbil ke liye tayaar karna hai. School management hamesha quality education aur discipline par khas tawajjo deta hai. Parents aur students ne is program ko bohot pasand kiya aur school management ka shukriya ada kiya. Students ne kaha ke is crash course se unka confidence kaafi badh gaya hai. Unison International School ke teachers bachon ko dil laga kar aur zimmedari ke sath padhate hain. School ka yeh qadam SSC students ke liye bohot faidemand sabit hoga. Aakhir mein school management ne Samad Sir ki mehnat aur khuloos ki tareef ki. QASWA 7 TV NEWS INDIA LIVE