У нас вы можете посмотреть бесплатно Kandhon Se Milte Hain Kandhe - 4K Music Video | Lakshya | Hrithik | Sonu Nigam | Hariharan или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса savevideohd.ru
'Kandhon Se Milte Hain Kandhe' 4K version from 'Lakshya' is a highly motivational song and will evoke patriotic feelings. The song features Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Hariharan, Roop Kumar Rathod, Kunal Ganjawala and Vijay Prakash's voices. The song showcases the life of soldiers on the border; the movie is based on the Kargil war, it is an Indian war drama, directed by Farhan Akhtar, the music of the movie is directed by Shankar-Ehsaan-Loy. The starcast of the film consists of Preity Zinta, Hrithik Roshan, Sharad Kapoor, Amitabh Bachchan, Aditya Srivastava, Om Puri and Boman Irani. #republicday #hrithikroshan #shankarehsaanloy #javedakhtar #independenceday #sonymusicindia Song Name - Kandhon Se Milte Hain Kandhe Movie - Lakshya Singer - Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Hariharan, Roop Kumar Rathod, Kunal Ganjawala and Vijay Prakash Composer - Shankar Ehsaan Loy Lyricists - Javed Akhtar Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Kandhon Se Milte Hain Kandhe Lyrics - LakshyaKandhon Se Milte Hain Kandhe Song Detail Song : Kandhon Se Milte Hain Kandhe Album : Lakshya (2004) Singer : Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Hariharan, Vijay Prakash, Kunal Ganjawala, Roop Kumar Rathod Musician : Shankar Ehsaan Loy Lyricist : Javed Akhtar Kandhon Se Milte Hain Kandhe Lyrics Follow Shankar Mahadevan on Bandsintown Kandhon se milte hain kandhe Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain x (2) Ab to humein aage badhte hai rehna Ab to humein sathi hai bas itna hi kehna x (2) Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlana Ab jo bhi ho badal banke parbat par hai chana Kandhon se milte hain kandhe Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain x (2) Nikle hain maidan mein Hum jaan hatheli par lekar Ab dekho dum lenge Hum jaake apni manzil par Khatron se hass ke khelna Itni to hum mein himmat hai Modein kalaayi maut ki Itni to hum mein taakat hai Hum sarhado ke vaste Lohe ki ik deewar hain Hum dushmano ke vaste Hoshiyar hain, tayyar hain Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlana Ab jo bhi ho badal banke parbat par hai chana Kandhon se milte hain kandhe Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain Josh dil mein jagaate chalo Jeet ke geet gaate chalo x (2) Jeet ki jo tasvir banaane hum nikle hain Apne lahu se humko usme rang bharna hai Sathi maine apne dil mein ab yeh thaan liya hai Ya to ab karna hai, ya to ab marna hai Chaahe anghare barsein ke bijli gire Tu akela nahi hoga yaara mere Koyi mushkil ho ya ho koyi morcha Sath har mod par honge sathi tere Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlana Ab jo bhi ho badal banke parbat par hai chana Kandhon se milte hain kandhe Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain Ek chehra aksar mujhe yaad aata hai Iss dil ko chupke-chupke woh tadhpata hai Jab ghar se koyi bhi khat aaya hai Kaghaz ko maine bheega bheega paya hai Ho palkon pe yaado ke kuch deep jaise jalte hain Kuch sapne aise hain jo sath sath chalte hain Koyi sapna na tute koyi vaada na tute Tum chaaho jise dil se woh tumse na ruthe Ab jo bhi ho shola banke pathar hai pighlana Ab jo bhi ho badal banke parbat par hai chana Kandhon se milte hain kandhe Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain Chalta hai jo yeh karwan Gunji si hain yeh vadiyaan Hain yeh zameen, gunji gunji Yeh aasman, gunja gunja Hai yeh hava, gunji gunji Hai yeh sama, gunja gunja Har raste ne, har vaadi ne Har parbat ne sada di Hum jeetenge, hum jeetenge Hum jeetenge har bazi Kandhon se milte hain kandhe Kadmon se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise to Dil dushman ke hilte hain x (4) Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2024 Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. 👉 Subscribe To Sony Music India YouTube - http://bit.ly/SonyMusic_YouTube 👉 Like us : Facebook - / sonymusicindia 👉 Follow us : Instagram - / sonymusicindia 👉 Follow us : Twitter - / sonymusicindia