У нас вы можете посмотреть бесплатно # 4 || Madrasas at the Crossroads: Tradition, Reform, and Resistance. или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
یہ خصوصی پودکاسٹ ہندوستان کی دینی درسگاہوں پر ایک نہایت اہم گفتگو ہے، اس بودكاسٹ میں معزز مہمان شیخ محمد رحمانی صاحب نے مدارسِ اسلامیہ کے تاریخی پس منظر، ان کی علمی و دینی خدمات، تجدیدی تحریکات، اور عصری چیلنجز پر تفصیلی روشنی ڈالی ہے۔ گفتگو میں مدارس کی اقسام، ان کی قانونی حیثیت، زکوٰۃ کے مسائل، تعلیمی معیار، اور مستقبل کے امکانات جیسے موضوعات پر بھی اہم نکات پیش کیے گئے ہیں۔ یہ بودکاسٹ نہ صرف اہلِ علم کے لیے مفید ہے بلکہ عام مسلمانوں کے لیے بھی بیداری اور رہنمائی کا ایک قیمتی ذریعہ ہے۔ Yeh khusoosi podcast Hindustan ki deeni darsgahoon par ek nihayat ahem guftagu hai. Is podcast mein mohtaram mehmaan Sheikh Muhammad Rahmani sahib ne Madaaris-e-Islamiyah ke tareekhi pas-e-manzar, unki ilmi aur deeni khidmaat, tajdeedi tehreekaat, aur asri challenges par tafseeli roshni daali hai. Guftagu mein Madaaris ki aqsaam, unki qanooni haisiyat, zakaat ke masael, taleemi mayaar, aur mustaqbil ke imkaanaat jaise mauzuaat par bhi ahem nuktay samne aaye hain. Yeh podcast na sirf ahl-e-ilm ke liye mufeed hai balkay aam Musalmanon ke liye bhi bidayat aur rehnumai ka qeemati zariya hai. 0:00 — Intro 02:56 — Mehmaan ka Istiqbaal 04:05 — Madaaris ki Ahmiyat aur Maqaam 05:39 — Madaaris ki Do Aqsaam 08:06 — Madaaris ke Zimmedaraan ke liye Naseehat 10:11 — Madaaris ka Tareekhi Pas-e-Manzar 17:17 — Darul Hadees Rahmaniyah 19:07 — Nadwatul Ulema 23:31 — Madaaris aur Qanooni Zarurat 25:08 — Madaaris ka Ahem Kirdaar 34:31 — Asr-e-Haazir mein Madaaris ka Kirdaar 36:32 — Aik Alamiyah 37:36 — Aik Doosra Alamiyah 40:35 — Madaaris ko Zakaat Dena 44:44 — Dawah Centers ko Zakaat Dena 46:00 — Madaaris ko Mustahkam aur Mazboot Karna 47:27 — Madaaris ke Zimmedaraan ke Naam Paighaam 50:18 — Mulk ke Qawaneen ki Pabandi 53:03 — Madrasa Qaim kiya jaaye ya University? 55:17 — Deeni aur Dunyawi Ilm mein Farq 57:08 — Taleemi Mayaar ko Mustahkam Karna 01:04:10 — Madaaris-e-Islamiyah ka Mustaqbil 01:06:47 — Musalmano ke Naam Aik Ahem Paighaam