У нас вы можете посмотреть бесплатно Kashinath | Narci | Piyush Bhatt | Kashinath EP (Prod. By Xzeus) или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Song: Kashinath EP (Extended Play): Kashinath Rap Artist: Narci ( / narci_thoughts ) Lyricist and Composer: Narci Singer: Piyush Bhatt Music, Mixing & Mastering: Xzeus Artwork Concept: Narci Artwork/Poster Desinger: Maayavi Manipulation/Thumbnail Art/Lyrical Visuals: iKillGraphix Motion: Paras Verma ABOUT KASHINATH EP (EXTEND PLAYING) Kashinath EP is a small artistic gift dedicated to Mahadev. In this EP, all three songs have been composed using Kashi's references. All three songs will create a powerful devotional bridge between Lord Shiva and the devotees. As we all know that the land of Kashi has the special blessings of Lord Shiva, so it is my endeavour to take you all on a musical and devotional tour of Kashi through this EP. ABOUT 'KASHINATH' SONG Kashinath is the title song of this EP. As we all know that Lord Shiva is called Kashinath, because he is the Nath (Lord) of Kashi. This song will make a special place in your heart because it is not just a song but it is the emotion of every person that he/she shares with God. In this song you will see the emotions of a devotee and in that devotee you will see a glimpse of yourself. A devotee who is wandering on the ghats of Kashi with a thousand pain in his/her heart. He/she is away from the crowd of this world and is talking to the Lord of Kashi. LYRICS [Piyush Bhatt] Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar Kisko jaa ke bolun main haal mera? Jaa ke bolun main haal mera? Main kisko puchhun sawal? Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar [Narci] Kuch aise meri aashaon ko nocha tha Prabhu jaisa kabhi sapne mein na socha tha Toota aisa hoon ki darta hoon bharose se Siva tere raha kisi pe bharosa na Roti aankhein meri kisi ne bhi paunchi na Dil ko seeta lagta main akela mochi haan Khada aage tha main dil liye choton bhara Tere jaap mein hi aushidhi bhi khoji haan Aage rakha maine mere jazbaaton ko Tune dekha meri saari roti raaton ko Maine dekha tere naam lete log par Kshama karo prabhu wohi tode vaadon ko Jhoothe vaadon ki hi lagti dil pe thes par Karta yachika hoon prabhu nyaay pesh kar Tere praaniyon ki bachi na pehchaan mujhe Liye chehre dus ab saare hi Lankeshwar [Piyush Bhatt] Hey Kashinath suno meri bhara hai dil mein peeda ka bhaar Hey Kashinath suno meri bhara hai dil mein peeda ka bhaar Toota dil ye main leke ghumun kahan? Dil ye main leke ghumun kahan? Ab dil ye lena sambhaal Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar [Narci] Dil ye toota mera jaap mein hi laga hai Khaa ke dhoka tere pairo pe hi jaga hai Aur nahi mujhe rehna tere logon mein Siva tere yahan koi nahi saga hai Mahadev ye na duniya mujhe samjhegi Kaise toda dil ko dekha ye to tumne bhi Saza mil rahi hai mujhe us baat ki Galti jo kabhi na prabhu waise humne ki Ab bhi zinda hoon main seh ke yahan dhokno ko Prabhu dil ki peeda thodi si ye roko to Bure bhi kare dhyaan tera bhole fir Kaise nyaay mile prabhu sacche logon ko? Jhoothe vaadon ki hi lagti dil pe thes par Karta yachika hoon prabhu nyaay pesh kar Tere praaniyon ki bachi na pehchaan mujhe Liye chehre dus ab saare hi Lankeshwar [Piyush Bhatt] Hey Kashinath suno meri bhara hai dil mein peeda ka bhaar Hey Kashinath suno meri bhara hai dil mein peeda ka bhaar [Piyush Bhatt] Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar Kisko jaa ke bolun main haal mera? Jaa ke bolun main haal mera? Main kisko puchhun sawal? Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar Hey Kashinath suno meri Bhara hai dil mein peeda ka bhaar #kashivishwanath #harharmahadev #hindirap