У нас вы можете посмотреть бесплатно Zikr E Qalbi Ke Bare Mein Hazoor Ghous Pak Ka Paigham!!! или скачать в максимальном доступном качестве, которое было загружено на ютуб. Для скачивания выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Zikr E Qalbi Ke Bare Mein Hazoor Ghous Pak Ka Paigham, This video the beautiful motivational video Another good informative video about, Zikr E Qalbi Ke Bare Mein Hazoor Ghous Pak Ka Paigham. What is Zikr e Qalbi? Zikr e Qalbi or Qalbi Zikr or Zikr of the heart or Dhikr of Allah, also known as Silent Zikr of heart or silent dhikr, is practiced by the followers of Muslims Sufism. With this method of Zikr e Qalbi, Qalbi zikr focuses on remembering Allah in one's heart. The dhikr, also known as silent dhikr, or Zikr e Qalbi or Zikr of the heart, is performed silently in one's heart until no one but Allah hears it. Of course, one should speak of the heart as an intermediary, through breathing. Spiritual strength, strength and insight. Zikr e Lataif begins to be affected by spiritual / heavenly lights (Tajaliyaat or Noor of Allah) when a person begins to speak of Allah in his heart and put the name "Allah Hoo" into his heart. It gives life to the heart. -Zikr E Qalbi Ke Bare Mein Hazoor Ghous Pak Ka Paigham: Bara hi ahm paigham hai khas tour par Zikr e Qalbi karne walon ke liye, aur paigham kis ka? Hazoor Ghous Pak ka, khas tour par Zikr e Qalbi karne walon ke liye. Ghous pak ka paigham hai Zikr e Lataif karne walon ke liye, Ghous pak ka paigham hai Imam Mahdi as ka Intazar karne walon ke liye, Ghous Pak ka paigham hai Rohaniyat, Spirituality par amal karne walon ke liye. Jo log Rohaniyat, Spirituality aur Qalbi zikr or Zikr e Qalbi ke mission ke liye kaam karte hain un ke liye Hazoor Ghous Pak boht hi ahm paigham hai. Ye jo Ahm paigham hai Zikr e Qalbi karne walon ke liye, ye Allah Taala aur Hazoor Ghous Pak ka aps mein Muqalma hai. Allah Taala ne Al-Kah ke zarye Hazoor Ghous Pak se Kalam kiya, ap ne resala Ghous e Azam tehreer farmaya 360 sawalat hain guftagu hai Allah taala ke sath, us mein khas tour par un ke liye sawalat hai jo Zikr e Qalbi, Qalbi zikr, Silent dhikr, Zikr of the heart, Dhikr of Allah, Zikr e Lataif aur rohaniyat, Spirituality par amal karne aur is ka parchar karne wale log hain. Un ke Allah Taala ne Ghous pak ko kya farmaya: Allah taala farmata hai un ke liye jo Zikr e Qalbi karne wale log hain. Mujahida, Mushahida ke samandron mein se aik samandar hai, aur Zikr e qalbi, Qalbi zikr, Zikr of the heart, Silent Dhikr, Dhikr of Allah karne walon ke liye intahai zarori hai ke wo Mujahida karin. Aur Mushahida kya hota hai? Mushahida ka matlab hota hai ke Allah ka Dedaar karna, Qalbi zikr karne walon logon mein jo log Allah ki zaat ko pana chahte hain Allah ka dedaar karna chahte hain to un ke liye zarori hai ke wo Mujahida karin. Mushahida ke jo samandar hain un samandron mein se aik samandar hai Mujahida. Kyun ke Mujahida beej hai Mushahida ka, aur zikr e qalbi walon ke liye zarori hai ke wo Mujahida karen, Jab tak Zikr, Dhikr ke sath Mujahida nahi hoga to Mujahida ke baghair wo apni manzil ko nahi pa sakte. Hazoor Ghous Pak ka Paigham, Allah Taala farmata hai ke Zikr e Qalbi karne wale talibon ke liye Mujahida is tarhan zarori hai jis tarhan un ke liye meri zaat zarori hai. Ab hum samjhte hani ke, Mujahida kya hai? Mujahida ka matlab hai Sahi karna, Koshish karna, Nafs kashi karna, Jo log Zikr e Qalbi karte hain, Zikr e Lataif karte hain, agar un ke dil mein ye khatal hai ke Zikr e Qalbi karne ke bad main waliullah ban jaon ga, Zikr e Qalbi karne ke bad main Qalandar ban jaon ga, Zikr e Qalbi ke Lataif zinda karne ke bad mein Imam Mahdi as ke Lashkar mein Shamil ho jaon ga, to is ke liye Hazoor Ghous Pak ka paigham ke un ke liye ashad zarori hai Mujahida karna. Aik aur Jagah par Allah taala ne Hazoor Ghous Pak se farmya, ke jo mere tak pohnchna chahata hai wo mere ilawa har chez ko chour deta hai. Zikr E Qalbi Ka Tarika: Zikr e Qalbi ka tarika ye hain ke apne dil ki dharkanon ke sath Allah ka zikr karne is ko zikr e qalbi or Zikr of the Heart kaha jata hai, is ka tarika ye hai ke apne dil ki aik tik ke sath "Allah" aur dosri tike sath "Hoo" mila ke parha karen. #ZikrEQalbi #HazoorGhousPak #FikarEIqbal More Related Videos Vist For / fikar_iqbal / advocate-zuhaib-hafeez-218700805689062 https://www.fikareiqbal.com