У нас вы можете посмотреть бесплатно Urdu Poetry | Deep Shayari for Broken Souls 💔 – Agar Mai Kho Gaya To Laao Gey Kahaan Se Mujhe или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Urdu Poetry | Deep Shayari for Broken Souls 💔 – Agar Mai Kho Gaya To Laao Gey Kahaan Se Mujhe A Story of Pain in Every Verse 💔 Welcome to Sukhan-e-Dil – Words from the Heart, where I write dil ko chu lana wali shaiyari for love, heartbreak, pain, inspiration, breakup, loneliness, and much more. This Urdu ghazal is filled with deep poetry in Urdu expressing dard bhari shayari and emotional Urdu poetry. Each shair reflects painful Urdu poetry, heartbreak, longing, and the heart-wrenching beauty of unspoken love. From the first verse to the last, every line carries the ache of separation and the warmth of memories. Immerse yourself in this sad Urdu poetry and heart touching shayari — written straight from the heart of Sukhan-e-Dil. If you love breakup Urdu shayari, deep lines poetry in Urdu, romantic Urdu shayari, heartfelt Urdu shayari or Urdu poetry for love, subscribe for more heartfelt verses every week. Mukammal Urdu Ghazal: Zameen pe phenk rahe ho tum aasmaan se mujhe Agar mai kho gaya to laao gey kahaan se mujhe Woh mujh ghareeb ko apna bananay wala hai Yeh aaj kal hain khuda jaane kya gumaan se mujhe Mai chahta hoon qafas se bas ab riha hona To bhar ke baanhon mein tum le chalo yahan se mujhe Agar tum us ke huye aur woh tumhara hai? To kyun nikaal nahi detay darmiyaan se mujhe? Woh mera naam bhi lenay ka ab nahi qaail Kabhi pukarta jo tha mataa-e-jaan se mujhe Tumhein to phool se matlab hai meri kya parwah! Ke kitni jharkiyan padti hain baghban se mujhe Na khud panapta hai na hum ko barhnay deta hai Yahi gila hai faqat apne paasbaan se mujhe Mujhe bacha raha hai mere dushmanon se Khuda Bachana khud ko hai ab bazm-e-dostaan se mujhe Woh saare log hain gumnaam is kahani mein Nikaalnay chale thay jo bhi daastaan se mujhe Mai mutmain hoon mere Rab ki saadgi se bohat Rijha sako gey na tum shokhi-e-butaan se mujhe Yeh nekiyaan tu mujhe hashr mein hi dena Khuda Ke lutf chahiye bas tere is jahaan se mujhe Mujhe khilatay thay woh pait kaat kar khud ka Yeh taqatain sabhi mili hain baap, maa se mujhe Woh jis ne chalni kiya tha na seenah Akbar ka Bas inteqaam hai lena usi sinaan se mujhe 🎧 Sukhan-e-Dil – Words from the Heart 📜 Explore more heart touching Urdu poetry collection by Sukhan-e-Dil: • Urdu Ghazal by Sukhan-e-Dil #sadurdushayari #hearttouchingshayari #urdupoetrylovers #sukhanedil