У нас вы можете посмотреть бесплатно Qafila salar hai Zainab | Meraj hallauri rizvi Nauhey 2025 | nauhey 2025/1447 или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
⚫ Bismillah ⚫ Qafila salar hai Zainab | Meraj hallauri rizvi Nauhey 2025/1447 #syedmerajhaiderrizvihallauri #karbala #nauha2025 #yahussain #anjumanhaideryhallaur Kalam title :- qafila salar hai Zainab poetry by:- janab Arsh hallauri composition by:-meraj hallauri recited by :- meraj hallauri corus by :- zaigham hadi , haider Abbas ,Ali Abbas Waheed rizvi Audio vocal :- Praveen sadgayama studios ( Sharjah) Video by -BMZ - production Mixing & mastering by :- Rao muttahir (RWDS) Special thanx for support :- Shahid rizvi ( kaify ), Aseem rizvi Aabid Jamal rizvi , Arsh hallauri Aasif rizvi & Momneen-e- Anjuman haidery hallaur #karbala #muharram #imamhussain #yahussain #hayabbas #merajhallauri#karbala nauha lyrics:- Bade shahe karbla deen ki h pasban ghazi alamdar h zainab Qafla salar h zainab Shah ki hamsheer ye h kahi shabbeer aur haidre karrar h zainab Qafela salar h zainab Kufr ki vadi me aur majlise maikhar me Sat so kursi nashin aa gaye Darbar me Saj gaya darbar udhar aur bandhe hath idhar hamle ko tayyar h zainab Aai thi jab karbala bhai the mojud sab Aaj h qaidi bani baqi nahi koi ab Zulm ki barsat me sirf tere sath me Abide beemar h zainab Bad me Abbas ne bazu diye h magar Pehle fida shah pe tune kiye h pisar Ghazi almdar se pehle wafadar se Pehli wafadar h zainab Ghairate insaniyat roti h ab fhut k Varise parda h jo aaj khule sar use Jana h aghyar me majmaye kuffar me Marhala dushvar h zainab Hogi Qayamat bapa sayyade Sajjad par Uth na sakegi jahan sharm se uski nazar Hathon se dil tham lo aane ko kuch pal me vo sham ka bazar h zainab Bal h bikhre hue sar pe nahi h rida Karbobala me hui dard ki tu karbla Haye muqaddar tera barsare karbobala Bekaso lachar h zainab Hoga har ek hal me bhai ye matam tera Rukne nahi dungi me jeete jee ye gham tera Aono muhmmd h kya tujhpe meri jaan fida teri azadar h zainab le k khula sar ye ab sham talak jayegi Zulm k aage magar hath na fhelayegi Ghazi alamdar ki yani k khuddar ki khahre khuddar h zainab Jod k hathon ko ham bibi hai peshe khuda Arsh vo meraj ki bas h ye hi ek dua Koi na ho is tarah dasht me jese luta aapka gharbar h zainab Lable -MHR records ⏺️ copyright 🚫