У нас вы можете посмотреть бесплатно Thehri Thehri Si Tabiyat Mein | Tauseef Akhtar | Iqbal Ashhar | Ghazal или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
Singer & Composer - Tauseef Akhtar Shaayar - Iqbal Ashhar (please scroll down for lyrics) Producer - Rahmat Simab Supported by: @artscouncilofengland Accompanists: Ustad Shahbaz Hussain - Tabla Kirpal Singh Panesar - Esraj Siher Nikzad - Harmonium Rehaan Akhtar - Guitar Venue - The Music Room, Wembley Date: 14th Sept 2024 Audio Mixed & Mastered by Tauseef Akhtar Live Sound Engineer - Cristoph Bracher Video Editing & Publicity Creatives - Rehaan Akhtar LYRICS: Thehrii thehrii sii tabiyat mei.n ravaanii aayee Aaj phir yaad mohabbat kii kahanii aayee Aaj phir neend ko aa.nkho.n se bichhaDte dekhaa Aaj phir yaad koi choT puranii aayee Muddato.n baad chalaa un pe humaaraa jaaduu Muddato.n baad humei.n baat banaanii aayee Muddato.n baad pashemaa.n huaa dariyaa humse Muddato.n baad humei.n pyaas chhupaanii aayee (pashemaa.n - embarrassed, ashamed) Aye andhere dekh le moonh teraa koala ho gaya Maa.n ne aa.nkhei.n khol di ghar mei.n ujala ho gaya (Munawwar Rana) Labo’n pe us ke kabhi badduaa nahii.n hoti Bas ek maa.n hai jo mujh se KHafaa nahii.n hoti (Munawwar Rana) Muddato.n baad mayassar huaa maa.n kaa aa.nchal Muddato.n baad humei.n neend suhaanii aayee (mayassar - available) Yu.nhi chal ke nahii.n andaaz-e-sukhan aayaa hai Paao.n daabe hai.n buzurgo.n ke to fun aayaa hai (Munawwar Rana) Itnii aasaani se miltii nahii.n fun ki daulat Dhal gayee umr to Ghazalo.n pe jawaanii aayee Follow Tauseef Akhtar: ► YouTube: / tauseefakhtar ► Facebook: / tauseef.singer ► Instagram: / tauseefakhtar ► Tiktok: / tauseef_akhtar ► X: https://x.com/tauseef_akhtar ► Website: https://www.tauseefakhtar.com © Tauseef Akhtar 2024 #tauseefakhtar #ghazal #iqbalashhar