У нас вы можете посмотреть бесплатно Tumhi Badlogay Pakistan | Official Tarana 2025 | Islami Jamiat-e-Talaba Islamabad или скачать в максимальном доступном качестве, видео которое было загружено на ютуб. Для загрузки выберите вариант из формы ниже:
Если кнопки скачивания не
загрузились
НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием видео, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу
страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru
تمہی بدلو گے پاکستان || Official Anthem A powerful student anthem dedicated to revival, faith, and the spirit of change. Listen, reflect, and share the movement begins with you. 🎧 Full Lyrics: Jamiat hi se roshan hain Idare ilm ke har aan Jawan mayoos mat hona Tumhi badlogay Pakistan Yeh Maududi ki Jamiat 78 saal se roshan Jo achhray mein khilay thay phool Bana un se jahan gulshan Nabi rehbar faqat unka Fakat manshoor hai Qur’an Jamiat hi se roshan hain Idare ilm ke har aan Tumhi umeed roshan ho Andheron se nikaaloge Hilali sabz parcham ko Jawan tum hi sambhaloge Zameen ke dewaataon ko Tum ek din rond daaloge Ghulamon ki ghulami se Watan ko tum nikaaloge Bebang-e-dahal niklo tum Liye haathon mein ab Qur’an Jamiat hi se roshan hain Idare ilm ke har aan Jawan mayoos mat hona Tumhi badlogay Pakistan Jehd gar haq ki khaatir ho Toh mil jaayengi tabeerein Qadam ek saath uthey gar Badal jaayengi taqdeerein Paseenon se jawanon ke Pighal jaayengi zanjeerein Behtar ki hazaaron mein Buland hain aaj shamsherein Hussaini sar liye apne Khare hain bar-e-sar-e-maidaan Jamiat teri Maududi Karegi har sitam uriyan Jawan mayoos mat hona Tumhi badlogay Pakistan Teri tehreek duniya mein hui sarshaar Maududi Hamesha zulm ke aage buland deewar Maududi Rasool-e-Pak ka aashiq, tu ek salar Maududi Khuda ki rehmatain tujh par hazaron baar Maududi Khuda ke aur Nabi ke raaste ki de gaya pehchaan Jamiat teri Maududi Karegi har sitam uriyan Jawan mayoos mat hona Tumhi badlogay Pakistan