Русские видео

Сейчас в тренде

Иностранные видео


Скачать с ютуб Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar| Mehmood J'| (Full Naat) B2 Islamic | Mehmood J | New Naat 2022 в хорошем качестве

Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar| Mehmood J'| (Full Naat) B2 Islamic | Mehmood J | New Naat 2022 2 года назад


Если кнопки скачивания не загрузились НАЖМИТЕ ЗДЕСЬ или обновите страницу
Если возникают проблемы со скачиванием, пожалуйста напишите в поддержку по адресу внизу страницы.
Спасибо за использование сервиса ClipSaver.ru



Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar| Mehmood J'| (Full Naat) B2 Islamic | Mehmood J | New Naat 2022

Mehmood J Present a New Naat 2022 " Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar " By Mehmood J (Official Video) Recorded by B2 production Humaray Pyare Nabi ﷺ | Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Mehmood J'| (Full Naat) B2 Islamic | Mehmood J | New Naat 2022 Subscribe To Our Channel For Upcoming Naats    / b2islamic   Credits Naat : Humne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Artist : Mehmood J Lyric : Dil Kash Chatgami Mix Master: Mehmood J Director : Huzaifa Sharif Video : Team Huzaifa Sharif Producer : Shazad Chohan Production Manager : Afzaal Ahmad Recorded by B2 production For Queries - +923124152777 ..................Lyrics............................. Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Unki Tasweer Seenay Main Mojood Hai Jisne La Kar Kalaam-e-Ilahi Diya Woh Muhammad ﷺ Madinay Main Mojood Hai ﷺ Phool Khiltay Hain Parh Parh Ke Sallay Alaa Jhoom Kar Keh Rahi Hai Yeh Baad-e-Sabaa Aisi Khushboo Chaman Ke Gullo’n Main Kahan Jo Nabi ﷺ Ke Pasinay Main Mojood Hai ﷺ Humne Maana Ke Jannat Bohat Hai Hasee’n Chhor Kar Hum Madinah Na Jaae’n Kahee’n Yu’n To Jannat Main Sab Hai, Madinah Nahi Aur Jannat Madinay Main Mojood Hai ﷺ Chhorna Tera Taiba Gawara Nahi Saaray Aalam Main Aisa Nazaraa Nahi Aisa Manzar Zamanay Ne Dekha Nahi Jaisa Manzar Madinay Main Mojood Hai ﷺ Woh Abu Bakr, Farooq, Usma’n, Ali Hain Yeh Sab Unke Deen-e-Mubee’n Ke Faqeeh Woh Faqeeho’n Ke Afsar Shah-e-Anbia ﷺ Woh Shehanshah Madinay Main Mojood Hai ﷺ Be Sahaaro’n Ko Seenay Se Lipta Liya Jisne Jo Manga Usko Ataa Kar Diya Woh Faqeero’n Ke Yawar Shah-e-Anbia ﷺ Woh Shehanshah Madinay Main Mojood Hai

Comments